Qamat-e-yar Abhi Mail-e-raftar Nahin, Urdu Ghazal By Safdar Mirzapuri

Qamat-e-yar Abhi Mail-e-raftar Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Safdar Mirzapuri. Qamat-e-yar Abhi Mail-e-raftar Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qamat-e-yar Abhi Mail-e-raftar Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قامت یار ابھی مائل رفتار نہیں

صفدر مرزا پوری

قامت یار ابھی مائل رفتار نہیں

حشر برپا ہے مگر حشر کے آثار نہیں

اس تپ ہجر میں بگڑی ہے زباں کچھ ایسی

غم بھی کھاتا ہوں تو کہتا ہوں مزے دار نہیں

میکدے والوں سے حضرت کہیں الجھے ہوں گے

آج دستار میں ناصح کے کوئی تار نہیں

خوف ہے مجھ کو شب وصل نہ ہو جائے سحر

ورنہ گھونگھٹ کا اٹھانا کوئی دشوار نہیں

کیوں کٹے جاتے ہیں چلتے ہوئے فقروں سے عدو

منہ میں صفدرؔ کے زباں ہے کوئی تلوار نہیں

صفدر مرزا پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qamat-e-yar Abhi Mail-e-raftar Nahin

Safdar Mirzapuri

qamat-e-yar abhi mail-e-raftar nahin
hashr barpa hai magar hashr ke aasar nahin

is tap-e-hijr mein bigDi hai zaban kuchh aisi
gham bhi khata hun to kahta hun mazedar nahin

mai-kade walon se hazrat kahin uljhe honge
aaj dastar mein naseh ke koi tar nahin

KHauf hai mujh ko shab-e-wasl na ho jae sahar
warna ghunghaT ka uThana koi dushwar nahin

kyon kaTe jate hain chalte hue fiqron se adu
munh mein 'safdar' ke zaban hai koi talwar nahin

(296) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Qamat-e-yar Abhi Mail-e-raftar Nahin written by Safdar Mirzapuri at UrduPoint. Qamat-e-yar Abhi Mail-e-raftar Nahin is one of the masterpieces written by Safdar Mirzapuri. You can also find the complete poetry collection of Safdar Mirzapuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Safdar Mirzapuri' above.

Qamat-e-yar Abhi Mail-e-raftar Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qamat-e-yar Abhi Mail-e-raftar Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.