Jab Se Aabaad Kiya Qais Ne Virane Ko, Urdu Ghazal By Safdar Mirzapuri

Jab Se Aabaad Kiya Qais Ne Virane Ko is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Safdar Mirzapuri. Jab Se Aabaad Kiya Qais Ne Virane Ko comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Se Aabaad Kiya Qais Ne Virane Ko on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب سے آباد کیا قیس نے ویرانے کو

صفدر مرزا پوری

جب سے آباد کیا قیس نے ویرانے کو

چھیڑنے آتی ہے لیلیٰ ترے دیوانے کو

پوچھ صیاد نہ کچھ روح کے گھبرانے کو

قفس تن سے یہ کہتی ہے نکل جانے کو

دیکھ مستانہ گھٹاؤں کو ذرا اے ساقی

دوش پر آج صبا لاتی ہے میخانے کو

ہوش تو گم تھے گئی شرم بھی رسوائی بھی

کون ہے اب جو سنبھالے ترے دیوانے کو

داغ ایسے دئے یاران وطن نے صفدرؔ

جی نہیں چاہتا اب سوئے وطن جانے کو

صفدر مرزا پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Se Aabaad Kiya Qais Ne Virane Ko

Safdar Mirzapuri

jab se aabaad kiya qais ne virane ko
chheDne aati hai laila tere diwane ko

puchh sayyaad na kuchh ruh ke ghabrane ko
qafas-e-tan se ye kahti hai nikal jaane ko

dekh mastana ghaTaon ko zara ai saqi
dosh par aaj saba lati hai maiKHane ko

hosh to gum the gai sharm bhi ruswai bhi
kaun hai ab jo sanbhaale tere diwane ko

dagh aise diye yaran-e-watan ne 'safdar'
ji nahin chahta ab su-e-watan jaane ko

(317) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Se Aabaad Kiya Qais Ne Virane Ko written by Safdar Mirzapuri at UrduPoint. Jab Se Aabaad Kiya Qais Ne Virane Ko is one of the masterpieces written by Safdar Mirzapuri. You can also find the complete poetry collection of Safdar Mirzapuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Safdar Mirzapuri' above.

Jab Se Aabaad Kiya Qais Ne Virane Ko is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Se Aabaad Kiya Qais Ne Virane Ko, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.