Wo Aur Main, Urdu Nazam By Safdar Raza Safi

Wo Aur Main is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Safdar Raza Safi. Wo Aur Main comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Wo Aur Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ اور میں

صفدر رضا صفی

حیات

ایک حیرت سے پھیلی ہوئی آنکھ ہے

جس کی پلکوں کو باہم ملے

مدتیں ہو چکی ہیں

قرنوں سے یوں ہی

مسلسل خلاؤں میں تکتی چلی جا رہی ہے

مناظر نگلتی چلی جا رہی ہے

کہیں دور حیرت سے پھیلی ہوئی آنکھ کے پار

چہرہ ہے

بے خال بے چشم بے انت چہرہ

چہرے کے معصوم مرمر سے رخسار پر

جگمگاتا ہوا اشک میں ہوں

حیرت سے پھیلی ہوئی آنکھ کے چاک کو

میں رفو کر رہا ہوں

صفدر رضا صفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Aur Main

Safdar Raza Safi

hayat
ek hairat se phaili hui aankh hai
jis ki palkon ko baham mile
muddaten ho chuki hain
qarnon se yunhi
musalsal KHalaon mein takti chali ja rahi hai
manazir nigalti chali ja rahi hai

kahin dur hairat se phaili hui aankh ke par
chehra hai
be-KHal be-chashm be-ant chehra
chehre ke masum marmar se ruKHsar par
jagmagata hua ashk main hun
hairat se phaili hui aankh ke chaak ko
main rafu kar raha hun

(410) ووٹ وصول ہوئے

You can read Wo Aur Main written by Safdar Raza Safi at UrduPoint. Wo Aur Main is one of the masterpieces written by Safdar Raza Safi. You can also find the complete poetry collection of Safdar Raza Safi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Safdar Raza Safi' above.

Wo Aur Main is a widely read Urdu Nazam. If you like Wo Aur Main, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.