Hazar Ham-safaron Mein Safar Akela Hai, Urdu Ghazal By Saghar Mehdi

Hazar Ham-safaron Mein Safar Akela Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saghar Mehdi. Hazar Ham-safaron Mein Safar Akela Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Hazar Ham-safaron Mein Safar Akela Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہزار ہم سفروں میں سفر اکیلا ہے

ساغر مہدی

ہزار ہم سفروں میں سفر اکیلا ہے

یہ انتشار کہ اک اک بشر اکیلا ہے

گلو بریدہ سبھی ہیں مگر زہے توقیر

بلند نوک سناں پر یہ سر اکیلا ہے

نہ پتیاں ہیں نہ پھل پھول پھر بھی چھاؤں تو دیکھ

سنا تھا میں نے کہ غم کا شجر اکیلا ہے

یہ بھیڑ خاک دکھائے گی شان بے جگری

یہ اس کا حق ہے جو سینہ سپر اکیلا ہے

لپٹ کے روح سے کہتا رہا بدن کل رات

نہ جاؤ چھوڑ کے مجھ کو کہ گھر اکیلا ہے

متاع قلب و جگر کس کو سونپ دوں ساغرؔ

ہجوم بے ہنری میں ہنر اکیلا ہے

ساغر مہدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hazar Ham-safaron Mein Safar Akela Hai

Saghar Mehdi

hazar ham-safaron mein safar akela hai
ye intishaar ki ek ek bashar akela hai

gulu-burida sabhi hain magar zah-e-tauqir
buland nok-e-sinan par ye sar akela hai

na pattiyan hain na phal-phul phir bhi chhanw to dekh
suna tha main ne ki gham ka shajar akela hai

ye bhiD KHak dikhaegi shan-e-be-jigari
ye us ka haq hai jo sina-sipar akela hai

lipaT ke ruh se kahta raha badan kal raat
na jao chhoD ke mujh ko ki ghar akela hai

mata-e-qalb-o-jigar kis ko saunp dun 'saghar'
hujum-e-be-hunari mein hunar akela hai

(501) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hazar Ham-safaron Mein Safar Akela Hai written by Saghar Mehdi at UrduPoint. Hazar Ham-safaron Mein Safar Akela Hai is one of the masterpieces written by Saghar Mehdi. You can also find the complete poetry collection of Saghar Mehdi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saghar Mehdi' above.

Hazar Ham-safaron Mein Safar Akela Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hazar Ham-safaron Mein Safar Akela Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.