Use Main Talash Kahan Karun Wo Uruj Hai Main Zawal Hun, Urdu Ghazal By Sajjad Baqar Rizvi

Use Main Talash Kahan Karun Wo Uruj Hai Main Zawal Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sajjad Baqar Rizvi. Use Main Talash Kahan Karun Wo Uruj Hai Main Zawal Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Use Main Talash Kahan Karun Wo Uruj Hai Main Zawal Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اسے میں تلاش کہاں کروں وہ عروج ہے میں زوال ہوں

سجاد باقر رضوی

اسے میں تلاش کہاں کروں وہ عروج ہے میں زوال ہوں

غم مستقل مرا حل کہاں وہ جواب ہے میں سوال ہوں

نئے موسموں کی ہوں آرزو نئی رفعتوں کی ہوں جستجو

مجھے توڑ خواب جہان نو میں طلسم باب خیال ہوں

مرے آئینے کی کدورتیں مری اپنی ذات کی گرد ہیں

مجھے کب ملال کسی سے ہو کہ میں آپ اپنا مآل ہوں

مری بندگی کے یہ مشغلے کہ خدائی سے بھی معاملے

کبھی خود ہی دست کریم ہوں کبھی خود ہی دست سوال ہوں

یہ بلند و پست جہان دل کہیں حوصلے کہیں مرحلے

کبھی ہوں میں اوج خیال پر کبھی ضعف جاں سے نڈھال ہوں

کبھی کھل گئی جو کوئی کلی تو پیام شوق گلی گلی

کبھی آ گئی جو ہوائے غم تو میں گرد باد ملال ہوں

کبھی مجھ سے سوز حیات لے کبھی مجھ سے ساز حیات سن

میں فضائے قریہ ہجر ہوں میں ہوائے شہر وصال ہوں

کبھی میں اسیر مکاں ہوا کبھی ماورائے زماں ہوا

کبھی آج میں کبھی کل میں ہوں میں عجیب صورت حال ہوں

کوئی اپنے آپ سے ہے مفر نہ ہوں اپنی ذات سے با خبر

میں تلاش اپنی کہاں کروں کہ میں آپ اپنی مثال ہوں

میں ہوں اپنی ذات میں خود چمن میں ہوں باقرؔ اپنے نمو کا فن

کبھی غنچگی میں گرفتہ دل کبھی جوش جاں سے نہاں ہوں

سجاد باقر رضوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Use Main Talash Kahan Karun Wo Uruj Hai Main Zawal Hun

Sajjad Baqar Rizvi

use main talash kahan karun wo uruj hai main zawal hun
gham-e-mustaqil mera hal kahan wo jawab hai main sawal hun

nae mausamon ki hun aarzu nai rifaton ki hun justuju
mujhe toD KHwab-e-jahan-e-nau main tilism-e-bab-e-KHayal hun

mere aaine ki kuduraten meri apni zat ki gard hain
mujhe kab malal kisi se ho ki main aap apna maal hun

meri bandagi ke ye mashghale ki KHudai se bhi muamle
kabhi KHud hi dst-e-karim hun kabhi KHud hi dast-e-sawal hun

ye buland-o-past-e-jahan-e-dil kahin hausle kahin marhale
kabhi hun main auj-e-KHayal par kabhi zoaf-e-jaan se niDhaal hun

kabhi khil gai jo koi kali to payam-e-shauq gali gali
kabhi aa gai jo hawa-e-gham to main gard-e-baad-e-malal hun

kabhi mujh se soz-e-hayat le kabhi mujh se saz-e-hayat sun
main faza-e-qarya-e-hijr hun main hawa-e-shahr-e-visal hun

kabhi main asir-e-makan hua kabhi mawara-e-zaman hua
kabhi aaj mein kabhi kal mein hun main ajib surat-e-haal hun

koi apne aap se hai mafar na hon apni zat se ba-KHabar
main talash apni kahan karun ki main aap apni misal hun

main hun apni zat mein KHud chaman main hun 'baqar' apne numu ka fan
kabhi ghunchagi mein girafta-dil kabhi josh-e-jaan se nihan hun

(734) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Use Main Talash Kahan Karun Wo Uruj Hai Main Zawal Hun written by Sajjad Baqar Rizvi at UrduPoint. Use Main Talash Kahan Karun Wo Uruj Hai Main Zawal Hun is one of the masterpieces written by Sajjad Baqar Rizvi. You can also find the complete poetry collection of Sajjad Baqar Rizvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sajjad Baqar Rizvi' above.

Use Main Talash Kahan Karun Wo Uruj Hai Main Zawal Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Use Main Talash Kahan Karun Wo Uruj Hai Main Zawal Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.