Dil Ke Shishe Ke Ghar Hain, Urdu Nazam By Salahuddin Mohammad

Dil Ke Shishe Ke Ghar Hain is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Salahuddin Mohammad. Dil Ke Shishe Ke Ghar Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Dil Ke Shishe Ke Ghar Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل کے شیشے کے گھر ہیں

صلاح الدین محمد

دل شیشے کے گھر ہیں

ان کو مت ٹکراؤ

پھر کچھ اتنے چور ملیں گے

چہرے بھی آنکھوں سے اوجھل ہوں گے

بے حد دور ملیں گے

زہریلی تنہائی چاہت میں اترے گی

صوت و صدا کی لہروں میں بھی

موج طلب کی

غار ہلاکت میں اترے گی

دل شیشے کے گھر ہیں ان کو مت ٹکراؤ

صلاح الدین محمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Ke Shishe Ke Ghar Hain

Salahuddin Mohammad

dil shishe ke ghar hain
in ko mat Takrao
phir kuchh itne chur milenge
chehre bhi aankhon se ojhal honge
behad dur milenge
zahrili tanhai chahat mein utregi
saut-o-sada ki lahron mein bhi
mauj-e-talab ki
ghaar halakat mein utregi
dil shishe ke ghar hain in ko mat Takrao

(343) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Ke Shishe Ke Ghar Hain written by Salahuddin Mohammad at UrduPoint. Dil Ke Shishe Ke Ghar Hain is one of the masterpieces written by Salahuddin Mohammad. You can also find the complete poetry collection of Salahuddin Mohammad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Salahuddin Mohammad' above.

Dil Ke Shishe Ke Ghar Hain is a widely read Urdu Nazam. If you like Dil Ke Shishe Ke Ghar Hain, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.