Rah Gaya Insan Akela Bastiyon Ke Darmiyan, Urdu Ghazal By Salahuddin Nadeem

Rah Gaya Insan Akela Bastiyon Ke Darmiyan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Salahuddin Nadeem. Rah Gaya Insan Akela Bastiyon Ke Darmiyan comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rah Gaya Insan Akela Bastiyon Ke Darmiyan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رہ گیا انساں اکیلا بستیوں کے درمیاں

صلاح الدین ندیم

رہ گیا انساں اکیلا بستیوں کے درمیاں

گم ہوا سورج خود اپنی تابشوں کے درمیاں

ہاتھ لگتے ہی بکھر جاتے ہیں رنگوں کی طرح

پھول سے پیکر سمے کی آندھیوں کے درمیاں

روح کی اندھی گلی میں چیختا ہے رات دن

جسم کا زخمی پرندہ خواہشوں کے درمیاں

بن گیا زنجیر میرے پاؤں کی میرا وجود

قید ہے دریا بھی اپنے ساحلوں کے درمیاں

خشک مٹی میں ملی ہے پھر نئے موسم کی باس

پھر شجر نکھرے برستے پانیوں کے درمیاں

ہر طرف منزل نظر آئے تو پھر جاؤں کہاں

سوچ کا پتھر بنا ہوں راستوں کے درمیاں

نقش ہے آنکھوں میں اپنی موسم گل کا سماں

آئنے شبنم کے رکھے ہیں گلوں کے درمیاں

یوں سفر کی گرد میں لپٹا ہوا پایا ندیمؔ

جس طرح آیا ہو سورج بادلوں کے درمیاں

صلاح الدین ندیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rah Gaya Insan Akela Bastiyon Ke Darmiyan

Salahuddin Nadeem

rah gaya insan akela bastiyon ke darmiyan
gum hua suraj KHud apni tabishon ke darmiyan

hath lagte hi bikhar jate hain rangon ki tarah
phul se paikar samay ki aandhiyon ke darmiyan

ruh ki andhi gali mein chiKHta hai raat-din
jism ka zaKHmi parinda KHwahishon ke darmiyan

ban gaya zanjir mere panw ki mera wajud
qaid hai dariya bhi apne sahilon ke darmiyan

KHushk miTTi mein mili hai phir nae mausam ki bas
phir shajar nikhre baraste paniyon ke darmiyan

har taraf manzil nazar aae to phir jaun kahan
soch ka patthar bana hun raston ke darmiyan

naqsh hai aankhon mein apni mausam-e-gul ka saman
aaine shabnam ke rakkhe hain gulon ke darmiyan

yun safar ki gard mein lipTa hua paya 'nadim'
jis tarah aaya ho suraj baadalon ke darmiyan

(246) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rah Gaya Insan Akela Bastiyon Ke Darmiyan written by Salahuddin Nadeem at UrduPoint. Rah Gaya Insan Akela Bastiyon Ke Darmiyan is one of the masterpieces written by Salahuddin Nadeem. You can also find the complete poetry collection of Salahuddin Nadeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Salahuddin Nadeem' above.

Rah Gaya Insan Akela Bastiyon Ke Darmiyan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rah Gaya Insan Akela Bastiyon Ke Darmiyan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.