Shahron Ki KHak Chhan Kar Aaya Hun Ganw Mein, Urdu Ghazal By Saleem Betab

Shahron Ki KHak Chhan Kar Aaya Hun Ganw Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saleem Betab. Shahron Ki KHak Chhan Kar Aaya Hun Ganw Mein comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Shahron Ki KHak Chhan Kar Aaya Hun Ganw Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شہروں کی خاک چھان کر آیا ہوں گاؤں میں

سلیم بیتاب

شہروں کی خاک چھان کر آیا ہوں گاؤں میں

کتنا سکوں ملا ہے درختوں کی چھاؤں میں

وہ آ رہا ہے میری طرف رینگتا ہوا

کانٹا طلب کا چبھ گیا پتھر کے پاؤں میں

اب اس کے جسم پر بھی مزین ہیں دھجیاں

جس کا شمار تھا کبھی رنگیں قباؤں میں

دیتا رہا پہاڑ کی چوٹی سے وہ صدا

اس کی صدائیں کھو گئیں اونچی فضاؤں میں

سبزہ سا ایک شہر پہ بکھرا ہے چار سو

پتوں کے رنگ گھل گئے ٹھنڈی ہواؤں میں

بیتابؔ لڑکیوں کی جسارت تو دیکھیے

خود کو شمار کرتی ہیں سب اپسراؤں میں

سلیم بیتاب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shahron Ki KHak Chhan Kar Aaya Hun Ganw Mein

Saleem Betab

shahron ki KHak chhan kar aaya hun ganw mein
kitna sukun mila hai daraKHton ki chhanw mein

wo aa raha hai meri taraf rengta hua
kanTa talab ka chubh gaya patthar ke panw mein

ab us ke jism par bhi muzayyan hain dhajjiyan
jis ka shumar tha kabhi rangin qabaon mein

deta raha pahaD ki choTi se wo sada
us ki sadaen kho gain unchi fazaon mein

sabza sa ek shahr pe bikhra hai chaar-su
patton ke rang ghul gae ThanDi hawaon mein

'betab' laDkiyon ki jasarat to dekhiye
KHud ko shumar karti hain sab apsaraon mein

(455) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shahron Ki KHak Chhan Kar Aaya Hun Ganw Mein written by Saleem Betab at UrduPoint. Shahron Ki KHak Chhan Kar Aaya Hun Ganw Mein is one of the masterpieces written by Saleem Betab. You can also find the complete poetry collection of Saleem Betab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saleem Betab' above.

Shahron Ki KHak Chhan Kar Aaya Hun Ganw Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shahron Ki KHak Chhan Kar Aaya Hun Ganw Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.