KHushbu Mere Badan Mein Rachi Hai KHalaon Ki, Urdu Ghazal By Saleem Betab

KHushbu Mere Badan Mein Rachi Hai KHalaon Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saleem Betab. KHushbu Mere Badan Mein Rachi Hai KHalaon Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHushbu Mere Badan Mein Rachi Hai KHalaon Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خوشبو مرے بدن میں رچی ہے خلاؤں کی

سلیم بیتاب

خوشبو مرے بدن میں رچی ہے خلاؤں کی

میں سیر کر رہا ہوں ابھی تک فضاؤں کی

مت روک اپنے لب پہ نظر کی حقیقتیں

تیری ہر اک صدا ہے امانت ہواؤں کی

ہے کون جو کرے گا صداقت سے مول تول

قیمت طلب کروں بھی تو کس سے وفاؤں کی

اٹھی ہیں اس طرح سے حوادث کی آندھیاں

مٹی میں تاب مل گئی رنگیں قباؤں کی

شہروں میں آ کے نور کے سانچے میں ڈھل گئی

مٹی وہی کہ راکھ تھی گلیوں میں گاؤں کی

بیتابؔ آج ڈھونڈنے نکلیں کدھر اماں

اب شہر شہر بن چکا بستی بلاؤں کی

سلیم بیتاب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHushbu Mere Badan Mein Rachi Hai KHalaon Ki

Saleem Betab

KHushbu mere badan mein rachi hai KHalaon ki
main sair kar raha hun abhi tak fazaon ki

mat rok apne lab pe nazar ki haqiqaten
teri har ek sada hai amanat hawaon ki

hai kaun jo karega sadaqat se mol-tol
qimat talab karun bhi to kis se wafaon ki

uTThi hain is tarah se hawadis ki aandhiyan
miTTi mein tab mil gai rangin qabaon ki

shahron mein aa ke nur ke sanche mein Dhal gai
miTTi wahi ki rakh thi galiyon mein ganw ki

'betab' aaj DhunDne niklen kidhar aman
ab shahr shahr ban chuka basti balaon ki

(559) ووٹ وصول ہوئے

You can read KHushbu Mere Badan Mein Rachi Hai KHalaon Ki written by Saleem Betab at UrduPoint. KHushbu Mere Badan Mein Rachi Hai KHalaon Ki is one of the masterpieces written by Saleem Betab. You can also find the complete poetry collection of Saleem Betab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saleem Betab' above.

KHushbu Mere Badan Mein Rachi Hai KHalaon Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHushbu Mere Badan Mein Rachi Hai KHalaon Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.