Darta Rahta Hun Ham-nashinon Mein, Urdu Ghazal By Salik Lakhnavi

Darta Rahta Hun Ham-nashinon Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Salik Lakhnavi. Darta Rahta Hun Ham-nashinon Mein comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Darta Rahta Hun Ham-nashinon Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ڈرتا رہتا ہوں ہم نشینوں میں

سالک لکھنوی

ڈرتا رہتا ہوں ہم نشینوں میں

ایک پتھر ہوں آبگینوں میں

بات کرنا جنہیں نہیں آتی

آج وہ بھی ہیں نکتہ چینوں میں

جو بھنور کو سمجھتے ہیں ساحل

ایسے بھی لوگ ہیں سفینوں میں

محتسب گن لے انگلیوں ہی پر

چند ہی رند ہیں کمینوں میں

خضر گزرے تھے شہر سے اپنے

ہم بھی تھے ایک راہ بینوں میں

بیعت حق کی بات کیا کرتے

ہاتھ لرزاں تھے آستینوں میں

فیض شہر انیسؔ سے سالکؔ

شعر کہتے ہیں ان زمینوں میں

سالک لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Darta Rahta Hun Ham-nashinon Mein

Salik Lakhnavi

Darta rahta hun ham-nashinon mein
ek patthar hun aabginon mein

baat karna jinhen nahin aati
aaj wo bhi hain nukta-chinon mein

jo bhanwar ko samajhte hain sahil
aise bhi log hain safinon mein

mohtasib gin le ungliyon hi par
chand hi rind hain kaminon mein

KHizr guzre the shahr se apne
hum bhi the ek rah-binon mein

baiat-e-haq ki baat kya karte
hath larzan the aastinon mein

faiz-e-shahr-e-'anis' se 'salik'
sher kahte hain in zaminon mein

(462) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Darta Rahta Hun Ham-nashinon Mein written by Salik Lakhnavi at UrduPoint. Darta Rahta Hun Ham-nashinon Mein is one of the masterpieces written by Salik Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Salik Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Salik Lakhnavi' above.

Darta Rahta Hun Ham-nashinon Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Darta Rahta Hun Ham-nashinon Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.