Mai-kashi ChhoD Di Tauhin-e-hunar Kar Aaya, Urdu Ghazal By Salman Ansari

Mai-kashi ChhoD Di Tauhin-e-hunar Kar Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Salman Ansari. Mai-kashi ChhoD Di Tauhin-e-hunar Kar Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mai-kashi ChhoD Di Tauhin-e-hunar Kar Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مے کشی چھوڑ دی توہین ہنر کر آیا

سلمان انصاری

مے کشی چھوڑ دی توہین ہنر کر آیا

جام الٹائے سبو زیر و زبر کر آیا

جب وہ دیوار گری تھی تو یہ در کیوں رہتا

بس یہی سوچ کے مسمار وہ گھر کر آیا

دشت امکان میں تنہا میں کہاں تک جاتا

جب گماں بھی نہ رہا ترک سفر کر آیا

ایک امید کا عالم ہے کہ تھکتا ہی نہیں

بار احسان سے بھی صرف نظر کر آیا

راہ دشوار تھی اور اس کے تغافل کا یقیں

شکر الطاف کہ یہ معرکہ سر کر آیا

وحشت‌ زیست مبارک تری ثابت قدمی

داغ بھرتا رہا قطرے کو گہر کر آیا

ناوک ناز تری خیر کہ عشق خوشنود

خود نمائی کے لئے خون جگر کر آیا

مجھ سے بہتر تو مرا خواب تھا جھوٹا ہی سہی

ترے پہلو میں جو اک رات بسر کر آیا

ہم سمجھتے تھے جسے ہمدم و ہمراز اپنا

وہ ہی سلمانؔ حریفوں کو خبر کر آیا

سلمان انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mai-kashi ChhoD Di Tauhin-e-hunar Kar Aaya

Salman Ansari

mai-kashi chhoD di tauhin-e-hunar kar aaya
jam ulTae subu zer-o-zabar kar aaya

jab wo diwar giri thi to ye dar kyun rahta
bas yahi soch ke mismar wo ghar kar aaya

dasht-e-imkan mein tanha main kahan tak jata
jab guman bhi na raha tark safar kar aaya

ek ummid ka aalam hai ki thakta hi nahin
bar-e-ehsan se bhi sarf-e-nazar kar aaya

rah dushwar thi aur is ke taghaful ka yaqin
shukr-e-altaf ki ye marka sar kar aaya

wahshat-e-zist mubarak teri sabit-qadami
dagh bharta raha qatre ko guhar kar aaya

nawak-e-naz teri KHair ki ishq-e-KHush-nud
KHud-numai ke liye KHun-e-jigar kar aaya

mujh se behtar to mera KHwab tha jhuTa hi sahi
tere pahlu mein jo ek raat basar kar aaya

hum samajhte the jise hamdam-o-hamraaz apna
wo hi 'salman' harifon ko KHabar kar aaya

(483) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mai-kashi ChhoD Di Tauhin-e-hunar Kar Aaya written by Salman Ansari at UrduPoint. Mai-kashi ChhoD Di Tauhin-e-hunar Kar Aaya is one of the masterpieces written by Salman Ansari. You can also find the complete poetry collection of Salman Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Salman Ansari' above.

Mai-kashi ChhoD Di Tauhin-e-hunar Kar Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mai-kashi ChhoD Di Tauhin-e-hunar Kar Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.