Dil Mein Sozish Se Dhuan Ho To Ghazal Hoti Hai, Urdu Ghazal By Sami Sultanpuri

Dil Mein Sozish Se Dhuan Ho To Ghazal Hoti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sami Sultanpuri. Dil Mein Sozish Se Dhuan Ho To Ghazal Hoti Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Mein Sozish Se Dhuan Ho To Ghazal Hoti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل میں سوزش سے دھواں ہو تو غزل ہوتی ہے

سمیع سلطانپوری

دل میں سوزش سے دھواں ہو تو غزل ہوتی ہے

خون آنکھوں سے رواں ہو تو غزل ہوتی ہے

خشک آنکھیں ہوں سلے ہونٹ ہوں چہرہ خنداں

اور دل نالہ کناں ہو تو غزل ہوتی ہے

لطف تو جب ہے کہ اس لب کے سوا آنکھوں میں

قصۂ درد بیاں ہو تو غزل ہوتی ہے

ضبط و حرمان و الم سے نہیں ہوتی ہے غزل

اوج پر عزم جواں ہو تو غزل ہوتی ہے

ان سے ملنے کی تمنا ہے سمیعؔ مدت سے

راز یہ ان پہ عیاں ہو تو غزل ہوتی ہے

سمیع سلطانپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Mein Sozish Se Dhuan Ho To Ghazal Hoti Hai

Sami Sultanpuri

dil mein sozish se dhuan ho to ghazal hoti hai
KHun aankhon se rawan ho to ghazal hoti hai

KHushk aankhen hon sile honT hon chehra KHandan
aur dil nala-kunan ho to ghazal hoti hai

lutf to jab hai ki is lab ke siwa aankhon mein
qissa-e-dard bayan ho to ghazal hoti hai

zabt-o-hirman-o-alam se nahin hoti hai ghazal
auj par azm-e-jawan ho to ghazal hoti hai

un se milne ki tamanna hai 'samia' muddat se
raaz ye un pe ayan ho to ghazal hoti hai

(465) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Mein Sozish Se Dhuan Ho To Ghazal Hoti Hai written by Sami Sultanpuri at UrduPoint. Dil Mein Sozish Se Dhuan Ho To Ghazal Hoti Hai is one of the masterpieces written by Sami Sultanpuri. You can also find the complete poetry collection of Sami Sultanpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sami Sultanpuri' above.

Dil Mein Sozish Se Dhuan Ho To Ghazal Hoti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Mein Sozish Se Dhuan Ho To Ghazal Hoti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.