Pahle Tha Koi Ki Thi Jis Se Mohabbat Mujhko, Urdu Ghazal By Sanjar Ghazipuri

Pahle Tha Koi Ki Thi Jis Se Mohabbat Mujhko is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sanjar Ghazipuri. Pahle Tha Koi Ki Thi Jis Se Mohabbat Mujhko comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Pahle Tha Koi Ki Thi Jis Se Mohabbat Mujhko on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پہلے تھا کوئی کہ تھی جس سے محبت مجھ کو

سنجر غازیپوری

پہلے تھا کوئی کہ تھی جس سے محبت مجھ کو

بخدا اب تو کسی سے نہیں الفت مجھ کو

خوبرو اب تو نظر میں کوئی جچتا ہی نہیں

بھا گئی جب سے تری سانولی صورت مجھ کو

وعدہ آنے کا ہے کل دیکھو ذرا آ جانا

ورنہ بے چپن کرے گی شب فرقت مجھ کو

غیر سے آٹھ پہر آپ ملا کرتے ہیں

ہے یہ اندھیر دکھاتے نہیں صورت مجھ کو

جب سے تعریف میں کرتا ہوں پیمبر سنجرؔ

نظر آنے لگی ان آنکھوں سے جنت مجھ کو

سنجر غازیپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Pahle Tha Koi Ki Thi Jis Se Mohabbat Mujhko

Sanjar Ghazipuri

pahle tha koi ki thi jis se mohabbat mujh ko
ba-KHuda ab to kisi se nahin ulfat mujh ko

KHub-ru ab to nazar mein koi jachta hi nahin
bha gai jab se teri sanwli surat mujh ko

wada aane ka hai kal dekho zara aa jaana
warna be-chain karegi shab-e-furqat mujh ko

ghair se aaTh pahar aap mila karte hain
hai ye andher dikhate nahin surat mujh ko

jab se tarif main karta hun payambar 'sanjar'
nazar aane lagi in aankhon se jannat mujh ko

(332) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Pahle Tha Koi Ki Thi Jis Se Mohabbat Mujhko written by Sanjar Ghazipuri at UrduPoint. Pahle Tha Koi Ki Thi Jis Se Mohabbat Mujhko is one of the masterpieces written by Sanjar Ghazipuri. You can also find the complete poetry collection of Sanjar Ghazipuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sanjar Ghazipuri' above.

Pahle Tha Koi Ki Thi Jis Se Mohabbat Mujhko is a widely read Urdu Ghazal. If you like Pahle Tha Koi Ki Thi Jis Se Mohabbat Mujhko, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.