Tir-e-nigah-e-naz Ka Ghayal Jigar Nahin, Urdu Ghazal By Sanjar Ghazipuri

Tir-e-nigah-e-naz Ka Ghayal Jigar Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sanjar Ghazipuri. Tir-e-nigah-e-naz Ka Ghayal Jigar Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tir-e-nigah-e-naz Ka Ghayal Jigar Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تیر نگاہ ناز کا گھائل جگر نہیں

سنجر غازیپوری

تیر نگاہ ناز کا گھائل جگر نہیں

دل خانۂ خدا ہے کسی بت کا گھر نہیں

میں نے کہا کہ میں فدا کیا آپ پر نہیں

بولے وہ ہنس کے ہاں مجھے اس کی خبر نہیں

امید ہی نہیں ہے کہ آئیں وہ راہ پر

پھوٹا نصیب ہی مرا جب راہ پر نہیں

الفت کی راہ میں تو بھٹکنا ضرور ہے

یہ راہ وہ ہے جس میں کوئی راہبر نہیں

انساں کے دل میں دیر و حرم میں کلیسا میں

وہ کون گھر ہے جس میں تمہارا گزر نہیں

یہ بھی ترے جمال کا ادنیٰ جمال ہے

سورج پہ جو ٹھہرتی کسی کی نظر نہیں

غم کی کٹی جو رات تو راحت کی صبح ہے

وہ شام شام کیا ہے کہ جس کی سحر نہیں

چھپ چھپ کے جب دکھاتے ہو حسن و ادا و ناز

پردے سے پھر نکالتے کیوں اپنا سر نہیں

سنجرؔ لکھوں جو نامہ انہیں لے کے جائے کون

اپنا تو کوئی رازداں پیغامبر نہیں

سنجر غازیپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tir-e-nigah-e-naz Ka Ghayal Jigar Nahin

Sanjar Ghazipuri

tir-e-nigah-e-naz ka ghayal jigar nahin
dil KHana-e-KHuda hai kisi but ka ghar nahin

main ne kaha ki main fida kya aap par nahin
bole wo hans ke han mujhe is ki KHabar nahin

ummid hi nahin hai ki aaen wo rah par
phuTa nasib hi mera jab rah par nahin

ulfat ki rah mein to bhaTakna zarur hai
ye rah wo hai jis mein koi rahbar nahin

insan ke dil mein dair-o-haram mein kalisa mein
wo kaun ghar hai jis mein tumhaara guzar nahin

ye bhi tere jamal ka adna jamal hai
suraj pe jo Thaharti kisi ki nazar nahin

gham ki kaTi jo raat to rahat ki subh hai
wo sham sham kya hai ki jis ki sahar nahin

chhup-chhup ke jab dikhate ho husn-o-ada-o-naz
parde se phir nikalte kyon apna sar nahin

'sanjar' likhun jo nama unhen le ke jae kaun
apna to koi raaz-dan paighambar nahin

(333) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tir-e-nigah-e-naz Ka Ghayal Jigar Nahin written by Sanjar Ghazipuri at UrduPoint. Tir-e-nigah-e-naz Ka Ghayal Jigar Nahin is one of the masterpieces written by Sanjar Ghazipuri. You can also find the complete poetry collection of Sanjar Ghazipuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sanjar Ghazipuri' above.

Tir-e-nigah-e-naz Ka Ghayal Jigar Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tir-e-nigah-e-naz Ka Ghayal Jigar Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.