Hai Kahan Kaun Hai Kaisa Wo Nazar Aata Hai, Urdu Ghazal By Santosh Khirvadkar

Hai Kahan Kaun Hai Kaisa Wo Nazar Aata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Santosh Khirvadkar. Hai Kahan Kaun Hai Kaisa Wo Nazar Aata Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai Kahan Kaun Hai Kaisa Wo Nazar Aata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے کہاں کون ہے کیسا وہ نظر آتا ہے

سنتوش کھروڑکر

ہے کہاں کون ہے کیسا وہ نظر آتا ہے

خود میں کم مجھ میں زیادہ وہ نظر آتا ہے

کیا تعلق ہے مرا اس سے بتاؤں کیسے

ہر دعا میں مجھے چہرہ وہ نظر آتا ہے

تشنگی جب مجھے دیدار کی تڑپائے تو

ایسے حالات میں دریا وہ نظر آتا ہے

گھیر لیتے ہیں مجھے جب بھی اندھیرے غم کے

میرا ہمدرد اکیلا وہ نظر آتا ہے

تم نے پوچھا کبھی سنتوشؔ سے جا کر یارو

کس لیے بھیڑ میں تنہا وہ نظر آتا ہے

سنتوش کھروڑکر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Kahan Kaun Hai Kaisa Wo Nazar Aata Hai

Santosh Khirvadkar

hai kahan kaun hai kaisa wo nazar aata hai
KHud mein kam mujh mein ziyaada wo nazar aata hai

kya talluq hai mera us se bataun kaise
har dua mein mujhe chehra wo nazar aata hai

tishnagi jab mujhe didar ki taDpae to
aise haalat mein dariya wo nazar aata hai

gher lete hain mujhe jab bhi andhere gham ke
mera hamdard akela wo nazar aata hai

tum ne puchha kabhi 'santosh' se ja kar yaro
kis liye bhiD mein tanha wo nazar aata hai

(441) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hai Kahan Kaun Hai Kaisa Wo Nazar Aata Hai written by Santosh Khirvadkar at UrduPoint. Hai Kahan Kaun Hai Kaisa Wo Nazar Aata Hai is one of the masterpieces written by Santosh Khirvadkar. You can also find the complete poetry collection of Santosh Khirvadkar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Santosh Khirvadkar' above.

Hai Kahan Kaun Hai Kaisa Wo Nazar Aata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Kahan Kaun Hai Kaisa Wo Nazar Aata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.