Kab Se Hun Muntazir Ki Bula Le Qaza Mujhe, Urdu Ghazal By Santosh Purswani Sant

Kab Se Hun Muntazir Ki Bula Le Qaza Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Santosh Purswani Sant. Kab Se Hun Muntazir Ki Bula Le Qaza Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kab Se Hun Muntazir Ki Bula Le Qaza Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کب سے ہوں منتظر کہ بلا لے قضا مجھے

سنتوش پرسوانی سنت

کب سے ہوں منتظر کہ بلا لے قضا مجھے

پر چھوڑتی نہیں یہ بدن کی قبا مجھے

اپنے لبوں پہ سر کی طرح تو سجا مجھے

نغمہ ہوں تیرے پیار کا تو گنگنا مجھے

میں نے ہی تجھ سے ترک کیے تھے تعلقات

اب خوں رلا رہا ہے مرا فیصلہ مجھے

دیپک کی طرح کب سے ترے انتظار میں

جل جل کے تھک گیا ہوں تو آ کر بجھا مجھے

باہر سے ہنس رہا ہوں مگر تیرے ہجر نے

اندر سے کر دیا ہے بہت کھوکھلا مجھے

مدت کے بعد گھر جو میں آیا ہوں لوٹ کر

حیرت سے دیکھتا ہے بہت آئنہ مجھے

روتا ہوں جاگتا ہوں سسکتا ہوں رات بھر

کس جرم کی ملی ہے یہ آخر سزا مجھے

جی چاہتا ہے چیخ پڑوں اپنے حال پر

خاموشیاں نہ کر دے کہیں بے صدا مجھے

رغبت سی ہو گئی ہے کچھ اپنے ہی مرض سے

اے چارہ گر نہ دے تو کوئی اب دوا مجھے

میرا اکیلا پن ہی مجھے مار ڈالتا

ملتا نہ شاعری کا اگر آسرا مجھے

دور حیات نے تو نہ چھوڑی کسر کوئی

اک سنتؔ تھا جو دیتا رہا حوصلہ مجھے

سنتوش پرسوانی سنت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kab Se Hun Muntazir Ki Bula Le Qaza Mujhe

Santosh Purswani Sant

kab se hun muntazir ki bula le qaza mujhe
par chhoDti nahin ye badan ki qaba mujhe

apne labon pe sar ki tarah tu saja mujhe
naghma hun tere pyar ka tu gunguna mujhe

main ne hi tujh se tark kiye the ta'alluqat
ab KHun rula raha hai mera faisla mujhe

dipak ki tarah kab se tere intizar mein
jal jal ke thak gaya hun tu aa kar bujha mujhe

bahar se hans raha hun magar tere hijr ne
andar se kar diya hai bahut khokhla mujhe

muddat ke ba'd ghar jo main aaya hun lauT kar
hairat se dekhta hai bahut aaina mujhe

rota hun jagta hun sisakta hun raat-bhar
kis jurm ki mili hai ye aaKHir saza mujhe

ji chahta hai chiKH paDun apne haal par
KHamoshiyan na kar de kahin be-sada mujhe

raghbat si ho gai hai kuchh apne hi marz se
ai chaaragar na de tu koi ab dawa mujhe

mera akela-pan hi mujhe mar Dalta
milta na shaeri ka agar aasra mujhe

daur-e-hayat ne to na chhoDi kasar koi
ek 'sant' tha jo deta raha hausla mujhe

(513) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kab Se Hun Muntazir Ki Bula Le Qaza Mujhe written by Santosh Purswani Sant at UrduPoint. Kab Se Hun Muntazir Ki Bula Le Qaza Mujhe is one of the masterpieces written by Santosh Purswani Sant. You can also find the complete poetry collection of Santosh Purswani Sant by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Santosh Purswani Sant' above.

Kab Se Hun Muntazir Ki Bula Le Qaza Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kab Se Hun Muntazir Ki Bula Le Qaza Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.