Meri Mushkil Ko Jo Aasan Nahin Hone Deta, Urdu Ghazal By Saqib Kaif

Meri Mushkil Ko Jo Aasan Nahin Hone Deta is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saqib Kaif. Meri Mushkil Ko Jo Aasan Nahin Hone Deta comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Meri Mushkil Ko Jo Aasan Nahin Hone Deta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میری مشکل کو جو آساں نہیں ہونے دیتا

ثاقب کیف

میری مشکل کو جو آساں نہیں ہونے دیتا

وہ مرے درد کا درماں نہیں ہونے دیتا

تو نے امید لگائی بھی تو کس کافر سے

جو کبھی صاحب ایماں نہیں ہونے دیتا

میں نے تو عمر لٹا دی ہے مگر وہ اپنا

ایک لمحے کا بھی نقصاں نہیں ہونے دیتا

نت نئے درد تو ایجاد کئے رکھتا ہے

اور خود کو وہ پشیماں نہیں ہونے دیتا

یاس و حرماں کے فسانے تو سناتا ہے مگر

رنج سے چاک گریباں نہیں ہونے دیتا

آس وہ خواب دلاتا ہے رفاقت کی مگر

کیفؔ ایسا کوئی امکاں نہیں ہونے دیتا

ثاقب کیف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri Mushkil Ko Jo Aasan Nahin Hone Deta

Saqib Kaif

meri mushkil ko jo aasan nahin hone deta
wo mere dard ka darman nahin hone deta

tu ne ummid lagai bhi to kis kafir se
jo kabhi sahab-e-iman nahin hone deta

main ne to umr luTa di hai magar wo apna
ek lamhe ka bhi nuqsan nahin hone deta

nit nae dard to ijad kiye rakhta hai
aur KHud ko wo pasheman nahin hone deta

yas-o-hirman ke fasane to sunata hai magar
ranj se chaak gareban nahin hone deta

aas wo KHwab dilata hai rifaqat ki magar
'kaif' aisa koi imkan nahin hone deta

(357) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri Mushkil Ko Jo Aasan Nahin Hone Deta written by Saqib Kaif at UrduPoint. Meri Mushkil Ko Jo Aasan Nahin Hone Deta is one of the masterpieces written by Saqib Kaif. You can also find the complete poetry collection of Saqib Kaif by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saqib Kaif' above.

Meri Mushkil Ko Jo Aasan Nahin Hone Deta is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri Mushkil Ko Jo Aasan Nahin Hone Deta, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.