Na Aasman Hai Sakit Na Dil Thaharta Hai, Urdu Ghazal By Saqib Lakhnavi

Na Aasman Hai Sakit Na Dil Thaharta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saqib Lakhnavi. Na Aasman Hai Sakit Na Dil Thaharta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Aasman Hai Sakit Na Dil Thaharta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ آسمان ہے ساکت نہ دل ٹھہرتا ہے

ثاقب لکھنوی

نہ آسمان ہے ساکت نہ دل ٹھہرتا ہے

زمانہ نام گزرنے کا ہے گزرتا ہے

وہ میری جان کا دشمن سہی مگر صیاد

مری کہی ہوئی باتوں پہ کان دھرتا ہے

ہمیں ہیں وہ جو امید فنا پہ جیتے ہیں

زمانہ زندگیٔ بے بقا پہ مرتا ہے

ابھی ابھی در زنداں پہ کون کہتا تھا

ادھر سے ہٹ کے چلو کوئی نالے کرتا ہے

وہی سکوت سے اک عمر کاٹنے والا

جو سننے والا ہو کوئی تو کہہ گزرتا ہے

حریف بزم میں چھیڑا کریں مگر ثاقبؔ

وہ دل جو بیٹھ گیا ہو کہیں ابھرتا ہے

ثاقب لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Aasman Hai Sakit Na Dil Thaharta Hai

Saqib Lakhnavi

na aasman hai sakit na dil Thaharta hai
zamana nam guzarne ka hai guzarta hai

wo meri jaan ka dushman sahi magar sayyaad
meri kahi hui baaton pe kan dharta hai

hamin hain wo jo umid-e-fana pe jite hain
zamana zindagi-e-be-baqa pe marta hai

abhi abhi dar-e-zindan pe kaun kahta tha
udhar se haT ke chalo koi nale karta hai

wahi sukut se ek umr kaTne wala
jo sunne wala ho koi to kah guzarta hai

harif bazm mein chheDa karen magar 'saqib'
wo dil jo baiTh gaya ho kahin ubharta hai

(499) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Aasman Hai Sakit Na Dil Thaharta Hai written by Saqib Lakhnavi at UrduPoint. Na Aasman Hai Sakit Na Dil Thaharta Hai is one of the masterpieces written by Saqib Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Saqib Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saqib Lakhnavi' above.

Na Aasman Hai Sakit Na Dil Thaharta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Aasman Hai Sakit Na Dil Thaharta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.