Ehsas Gham Ka Hai Na KHushi Ki KHushi Mujhe, Urdu Ghazal By Sarahat Ahmad Sarahat

Ehsas Gham Ka Hai Na KHushi Ki KHushi Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sarahat Ahmad Sarahat. Ehsas Gham Ka Hai Na KHushi Ki KHushi Mujhe comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ehsas Gham Ka Hai Na KHushi Ki KHushi Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

احساس غم کا ہے نہ خوشی کی خوشی مجھے

صراحت احمد صراحت

احساس غم کا ہے نہ خوشی کی خوشی مجھے

دیوانہ کر گئی ہے تری بے رخی مجھے

مجھ کو ترے خیال نے اتنا بدل دیا

احباب بھی سمجھنے لگے اجنبی مجھے

دنیا کا ہر چراغ جلا اور بجھ گیا

دل کے چراغ ہی سے ملی روشنی مجھے

ہر دم مری نظر میں تصور میں آپ ہیں

اس واسطے ہے پیاری مری زندگی مجھے

اتنے ہزار ضبط و تردد کے باوجود

رہ رہ کے آ ہی جاتی ہے خود پر ہنسی مجھے

صراحت احمد صراحت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ehsas Gham Ka Hai Na KHushi Ki KHushi Mujhe

Sarahat Ahmad Sarahat

ehsas gham ka hai na KHushi ki KHushi mujhe
diwana kar gai hai teri be-ruKHi mujhe

mujh ko tere KHayal ne itna badal diya
ahbab bhi samajhne lage ajnabi mujhe

duniya ka har charagh jala aur bujh gaya
dil ke charagh hi se mili raushni mujhe

har dam meri nazar mein tasawwur mein aap hain
is waste hai pyari meri zindagi mujhe

itne hazar zabt-o-taraddud ke bawajud
rah rah ke aa hi jati hai KHud par hansi mujhe

(225) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ehsas Gham Ka Hai Na KHushi Ki KHushi Mujhe written by Sarahat Ahmad Sarahat at UrduPoint. Ehsas Gham Ka Hai Na KHushi Ki KHushi Mujhe is one of the masterpieces written by Sarahat Ahmad Sarahat. You can also find the complete poetry collection of Sarahat Ahmad Sarahat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sarahat Ahmad Sarahat' above.

Ehsas Gham Ka Hai Na KHushi Ki KHushi Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ehsas Gham Ka Hai Na KHushi Ki KHushi Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.