Daftar-e-shadi Ka Muntazim, Urdu Nazam By Sarfaraz Shahid

Daftar-e-shadi Ka Muntazim is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Sarfaraz Shahid. Daftar-e-shadi Ka Muntazim comes under the Social, Funny category of Urdu Nazam. You can read Daftar-e-shadi Ka Muntazim on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دفتر شادی کا منتظم

سرفراز شاہد

وہ چلاتا ہے دفتر شادی

دوست ایسا بھی اک ہمارا ہے

فیس لیتا ہے دل ملانے کی

اور اسی کام پر ''گزارہ'' ہے

کوئی شادی بغیر مر جائے

یہ بھلا کب اسے گوارا ہے

عقد ثانی کی جن کو خواہش ہو

ان کی امید کا ستارا ہے

جن کو رشتہ کہیں نہ ملتا ہو

ان کا یہ آخری سہارا ہے

سوچتا ہوں کہ ہے وہ خوش قسمت

یا حقیقت میں غم کا مارا ہے

ان گنت شادیاں کرا ڈالیں

اور خود آج تک کنوارا ہے

سرفراز شاہد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Daftar-e-shadi Ka Muntazim

Sarfaraz Shahid

wo chalata hai daftar-e-shadi
dost aisa bhi ek hamara hai

fees leta hai dil milane ki
aur isi kaam par guzara hai

koi shadi baghair mar jae
ye bhala kab use gawara hai

aqd-e-sani ki jin ko KHwahish ho
un ki ummid ka sitara hai

jin ko rishta kahin na milta ho
un ka ye aaKHiri sahaara hai

sochta hun ki hai wo KHush-qismat
ya haqiqat mein gham ka mara hai

an-ginat shadiyan kara Dalin
aur KHud aaj tak kanwara hai

(1953) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Daftar-e-shadi Ka Muntazim written by Sarfaraz Shahid at UrduPoint. Daftar-e-shadi Ka Muntazim is one of the masterpieces written by Sarfaraz Shahid. You can also find the complete poetry collection of Sarfaraz Shahid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sarfaraz Shahid' above.

Daftar-e-shadi Ka Muntazim is a widely read Urdu Nazam. If you like Daftar-e-shadi Ka Muntazim, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.