Nahin ChhoD Sakta Main Rota Samundar, Urdu Ghazal By Sarfaraz Tabassum

Nahin ChhoD Sakta Main Rota Samundar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sarfaraz Tabassum. Nahin ChhoD Sakta Main Rota Samundar comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Nahin ChhoD Sakta Main Rota Samundar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہیں چھوڑ سکتا میں روتا سمندر

سرفرازتبسم

نہیں چھوڑ سکتا میں روتا سمندر

اگر میرا دشمن بھی ہوتا سمندر

میں ہجرت جو کرتا کسی بھی جہاں میں

تمام عمر آنکھوں سے ڈھوتا سمندر

ترے ماتھے پر میں سجاتا ستارے

تری آنکھوں میں بھی سموتا سمندر

کہیں چاند تارے نہانے کو آتے

کہیں بادلوں میں بھگوتا سمندر

اسے جاگنے کی سزا مل رہی ہے

نہیں زندگی بھر یہ سوتا سمندر

تیرے شہر کو یوں نہ جلنے میں دیتا

اگر میرے ہاتھوں میں ہوتا سمندر

ہر انسان نے اس کو میلا کیا ہے

میں تنہا بھلا کیسے دھوتا سمندر

سرفرازتبسم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nahin ChhoD Sakta Main Rota Samundar

Sarfaraz Tabassum

nahin chhoD sakta main rota samundar
agar mera dushman bhi hota samundar

main hijrat jo karta kisi bhi jahan mein
tamam umr aankhon se Dhota samundar

tere mathe par main sajata sitare
teri aankhon mein bhi samota samundar

kahin chand tare nahane ko aate
kahin baadalon mein bhigota samundar

use jagne ki saza mil rahi hai
nahin zindagi bhar ye sota samundar

tere shahr ko yun na jalne main deta
agar mere hathon mein hota samundar

har insan ne is ko maila kiya hai
main tanha bhala kaise dhota samundar

(432) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nahin ChhoD Sakta Main Rota Samundar written by Sarfaraz Tabassum at UrduPoint. Nahin ChhoD Sakta Main Rota Samundar is one of the masterpieces written by Sarfaraz Tabassum. You can also find the complete poetry collection of Sarfaraz Tabassum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sarfaraz Tabassum' above.

Nahin ChhoD Sakta Main Rota Samundar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nahin ChhoD Sakta Main Rota Samundar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.