Sharab Mein Hai Na Rangini-e-bahaar Mein Hai, Urdu Ghazal By Sarosh Lucknowi

Sharab Mein Hai Na Rangini-e-bahaar Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sarosh Lucknowi. Sharab Mein Hai Na Rangini-e-bahaar Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sharab Mein Hai Na Rangini-e-bahaar Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شراب میں ہے نہ رنگینیٔ بہار میں ہے

سروش لکھنوی

شراب میں ہے نہ رنگینیٔ بہار میں ہے

وہ کیف توبہ شکن جو شباب یار میں ہے

نصیحتیں تری ناصح بجا سہی لیکن

میں دل کے بس میں ہوں دل ان کے اختیار میں ہے

ادا بتاتی ہے کلیوں کے مسکرانے کی

کہ کوئی شوخ سرا پردۂ بہار میں ہے

نظر بھی عشق کے بندے اٹھا نہیں سکتے

کہ دل کا بھید نگاہوں کے اختیار میں ہے

شکست رنگ کا منظر بھی آ کے دیکھ کبھی

مری خزاں میں ہے سب جو تری بہار میں ہے

سروش لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sharab Mein Hai Na Rangini-e-bahaar Mein Hai

Sarosh Lucknowi

sharab mein hai na rangini-e-bahaar mein hai
wo kaif-e-tauba-shikan jo shabab-e-yar mein hai

nasihaten teri naseh baja sahi lekin
main dil ke bas mein hun dil un ke iKHtiyar mein hai

ada batati hai kaliyon ke muskurane ki
ki koi shoKH-sara parda-e-bahaar mein hai

nazar bhi ishq ke bande uTha nahin sakte
ki dil ka bhed nigahon ke iKHtiyar mein hai

shikast-e-rang ka manzar bhi aa ke dekh kabhi
meri KHizan mein hai sab jo teri bahaar mein hai

(336) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sharab Mein Hai Na Rangini-e-bahaar Mein Hai written by Sarosh Lucknowi at UrduPoint. Sharab Mein Hai Na Rangini-e-bahaar Mein Hai is one of the masterpieces written by Sarosh Lucknowi. You can also find the complete poetry collection of Sarosh Lucknowi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sarosh Lucknowi' above.

Sharab Mein Hai Na Rangini-e-bahaar Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sharab Mein Hai Na Rangini-e-bahaar Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.