Hai Ishq To Phir Asar Bhi Hoga, Urdu Ghazal By Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz

Hai Ishq To Phir Asar Bhi Hoga is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz. Hai Ishq To Phir Asar Bhi Hoga comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai Ishq To Phir Asar Bhi Hoga on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے عشق تو پھر اثر بھی ہوگا

سید محمد عبد الغفور شہباز

ہے عشق تو پھر اثر بھی ہوگا

جتنا ہے ادھر ادھر بھی ہوگا

مانا یہ کہ دل ہے اس کا پتھر

پتھر میں نہاں شرر بھی ہوگا

ہنسنے دے اسے لحد پہ میری

اک دن وہی نوحہ گر بھی ہوگا

نالہ مرا گر کوئی شجر ہے

اک روز یہ بارور بھی ہوگا

ناداں نہ سمجھ جہان کو گھر

اس گھر سے کبھی سفر بھی ہوگا

مٹی کا ہی گھر نہ ہوگا برباد

مٹی ترے تن کا گھر بھی ہوگا

زلفوں سے جو اس کی چھائے گی رات

چہرے سے عیاں قمر بھی ہوگا

گالی سے نہ ڈر جو دیں وہ بوسہ

ہے نفع جہاں ضرر بھی ہوگا

رکھتا ہے جو پاؤں رکھ سمجھ کر

اس راہ میں نذر سر بھی ہوگا

اس بزم کی آرزو ہے بے کار

ہم سوں کا وہاں گزر بھی ہوگا

شہبازؔ میں عیب ہی نہیں کل

ایک آدھ کوئی ہنر بھی ہوگا

سید محمد عبد الغفور شہباز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Ishq To Phir Asar Bhi Hoga

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz

hai ishq to phir asar bhi hoga
jitna hai idhar udhar bhi hoga

mana ye ki dil hai us ka patthar
patthar mein nihan sharar bhi hoga

hansne de use lahad pe meri
ek din wahi nauhagar bhi hoga

nala mera gar koi shajar hai
ek roz ye barwar bhi hoga

nadan na samajh jahan ko ghar
is ghar se kabhi safar bhi hoga

miTTi ka hi ghar na hoga barbaad
miTTi tere tan ka ghar bhi hoga

zulfon se jo us ki chhaegi raat
chehre se ayan qamar bhi hoga

gali se na Dar jo den wo bosa
hai nafa jahan zarar bhi hoga

rakhta hai jo panw rakh samajh kar
is rah mein nazr sar bhi hoga

us bazm ki aarzu hai bekar
hum sun ka wahan guzar bhi hoga

'shahbaz' mein aib hi nahin kul
ek aadh koi hunar bhi hoga

(544) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Poetry

مٹی کا ہی گھر نہ ہوگا برباد

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz - سید محمد عبد الغفور شہباز

Mitti Ka Hi Ghar Na Hoga Barbaad

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Urdu Poetry

بوند اشکوں سے اگر لطف روانی مانگے

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz - سید محمد عبد الغفور شہباز

Bund Ashkon Se Agar Lutf-e-rawani Mange

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Urdu Poetry

خدا نے منہ میں زبان دی ہے تو شکر یہ ہے کہ منہ سے بولو

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz - سید محمد عبد الغفور شہباز

Khuda Ne Munh Mein Zaban Di Hai To Shukr Ye Hai Ki Munh Se Bolo

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Urdu Poetry

ہم رو رو اشک بہاتے ہیں وہ طوفاں بیٹھے اٹھاتے ہیں

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz - سید محمد عبد الغفور شہباز

Hum Ro Ro Ashk Bahate Hain Wo Tufan Baithe Uthate Hain

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Urdu Poetry

کہاں نصیب زمرد کو سرخ روئی یہ (ردیف .. ی)

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz - سید محمد عبد الغفور شہباز

Kahan Nasib Zamurrad Ko Surkh-rui Ye

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Urdu Poetry

شہبازؔ میں عیب ہی نہیں کل

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz - سید محمد عبد الغفور شہباز

Shahbaz Mein Aib Hi Nahin Kul

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Urdu Poetry

دل تو دل افعئ گیسو وہ بلا ہے کافر

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz - سید محمد عبد الغفور شہباز

Dil To Dil Afai-e-gesu Wo Bala Hai Kafir

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Urdu Poetry

نہ اپنا باقی یہ تن رہے گا نہ تن میں تاب و تواں رہے گی

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz - سید محمد عبد الغفور شہباز

Na Apna Baqi Ye Tan Rahega Na Tan Mein Tab O Tawan Rahegi

Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz Urdu Poetry

You can read Hai Ishq To Phir Asar Bhi Hoga written by Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz at UrduPoint. Hai Ishq To Phir Asar Bhi Hoga is one of the masterpieces written by Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz. You can also find the complete poetry collection of Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz' above.

Hai Ishq To Phir Asar Bhi Hoga is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Ishq To Phir Asar Bhi Hoga, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.