Ye Jo Apne KHuda Se Darte Hain, Urdu Ghazal By Sayeda Fatima Rizvi

Ye Jo Apne KHuda Se Darte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sayeda Fatima Rizvi. Ye Jo Apne KHuda Se Darte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Jo Apne KHuda Se Darte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ جو اپنے خدا سے ڈرتے ہیں

سیدہ فاطمہ رضوی

یہ جو اپنے خدا سے ڈرتے ہیں

ہم کسی بد دعا سے ڈرتے ہیں

ورنہ پردہ اٹھا دیں دنیا کا

صرف اپنی حیا سے ڈرتے ہیں

اور اداسی کہیں نہ اگ آئے

گھر کی آب و ہوا سے ڈرتے ہیں

خیر ہو ان کی کج ادائی کی

ہم تو اپنی وفا سے ڈرتے ہیں

مدعی کو بنا نہ دیں مجرم

منصفوں کی ادا سے ڈرتے ہیں

شب کے جاگے ابھی تو سوئے تھے

فاطمہؔ ہم صبا سے ڈرتے ہیں

سیدہ فاطمہ رضوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Jo Apne KHuda Se Darte Hain

Sayeda Fatima Rizvi

ye jo apne KHuda se Darte hain
hum kisi bad-dua se Darte hain

warna parda uTha den duniya ka
sirf apni haya se Darte hain

aur udasi kahin na ug aae
ghar ki aab-o-hawa se Darte hain

KHair ho un ki kaj-adai ki
hum to apni wafa se Darte hain

muddai ko bana na den mujrim
munsifon ki ada se Darte hain

shab ke jage abhi to soe the
'fatima' hum saba se Darte hain

(288) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Jo Apne KHuda Se Darte Hain written by Sayeda Fatima Rizvi at UrduPoint. Ye Jo Apne KHuda Se Darte Hain is one of the masterpieces written by Sayeda Fatima Rizvi. You can also find the complete poetry collection of Sayeda Fatima Rizvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sayeda Fatima Rizvi' above.

Ye Jo Apne KHuda Se Darte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Jo Apne KHuda Se Darte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.