Wahi Furqat Ke Andhere Wahi Tanhai Ho, Urdu Ghazal By Seema Gupta

Wahi Furqat Ke Andhere Wahi Tanhai Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Seema Gupta. Wahi Furqat Ke Andhere Wahi Tanhai Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wahi Furqat Ke Andhere Wahi Tanhai Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہی فرقت کے اندھیرے وہی تنہائی ہو

سیما گپتا

وہی فرقت کے اندھیرے وہی تنہائی ہو

تیری یادوں کا ہو میلا شب تنہائی ہو

میں اسے جانتی ہوں صرف اسے جانتی ہوں

کیا ضروری ہے زمانے سے شناسائی ہو

اتنی شدت سے کوئی یاد بھی آیا نہ کرے

ہوش میں آؤں تو دنیا ہی تماشائی ہو

میری آنکھوں میں کئی زخم ہیں محرومی کے

میرے ٹوٹے ہوئے خوابوں کی مسیحائی ہو

وہ کسی اور کا ہے مجھ سے بچھڑ کر سیماؔ

کوئی ایسا بھی زمانے میں نہ ہرجائی ہو

سیما گپتا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wahi Furqat Ke Andhere Wahi Tanhai Ho

Seema Gupta

wahi furqat ke andhere wahi tanhai ho
teri yaadon ka ho mela shab-e-tanhai ho

main use jaanti hun sirf use jaanti hun
kya zaruri hai zamane se shanasai ho

itni shiddat se koi yaad bhi aaya na kare
hosh mein aaun to duniya hi tamashai ho

meri aankhon mein kai zaKHm hain mahrumi ke
mere TuTe hue KHwabon ki masihai ho

wo kisi aur ka hai mujh se bichhaD kar 'sima'
koi aisa bhi zamane mein na harjai ho

(465) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wahi Furqat Ke Andhere Wahi Tanhai Ho written by Seema Gupta at UrduPoint. Wahi Furqat Ke Andhere Wahi Tanhai Ho is one of the masterpieces written by Seema Gupta. You can also find the complete poetry collection of Seema Gupta by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Seema Gupta' above.

Wahi Furqat Ke Andhere Wahi Tanhai Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wahi Furqat Ke Andhere Wahi Tanhai Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.