Dil Ki Bisat Kya Thi Nigah-e-jamal Mein, Urdu Ghazal By Seemab Akbarabadi

Dil Ki Bisat Kya Thi Nigah-e-jamal Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Seemab Akbarabadi. Dil Ki Bisat Kya Thi Nigah-e-jamal Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Ki Bisat Kya Thi Nigah-e-jamal Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل کی بساط کیا تھی نگاہ جمال میں

سیماب اکبرآبادی

دل کی بساط کیا تھی نگاہ جمال میں

اک آئینہ تھا ٹوٹ گیا دیکھ بھال میں

دنیا کرے تلاش نیا جام جم کوئی

اس کی جگہ نہیں مرے جام سفال میں

آزردہ اس قدر ہوں سراب خیال سے

جی چاہتا ہے تم بھی نہ آؤ خیال میں

دنیا ہے خواب حاصل دنیا خیال ہے

انسان خواب دیکھ رہا ہے خیال میں

اہل چمن ہمیں نہ اسیروں کا طعن دیں

وہ خوش ہیں اپنے حال میں اہم اپنی چال میں

سیمابؔ اجتہاد ہے حسن طلب مرا

ترمیم چاہتا ہوں مذاق جمال میں

سیماب اکبرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Ki Bisat Kya Thi Nigah-e-jamal Mein

Seemab Akbarabadi

dil ki bisat kya thi nigah-e-jamal mein
ek aaina tha TuT gaya dekh-bhaal mein

duniya kare talash naya jam-e-jam koi
us ki jagah nahin mere jam-e-sifal mein

aazurda is qadar hun sarab-e-KHayal se
ji chahta hai tum bhi na aao KHayal mein

duniya hai KHwab hasil-e-duniya KHayal hai
insan KHwab dekh raha hai KHayal mein

ahl-e-chaman hamein na asiron ka tan den
wo KHush hain apne haal mein aham apni chaal mein

'simab' ijtihad hai husn-e-talab mera
tarmim chahta hun mazaq-e-jamal mein

(546) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Ki Bisat Kya Thi Nigah-e-jamal Mein written by Seemab Akbarabadi at UrduPoint. Dil Ki Bisat Kya Thi Nigah-e-jamal Mein is one of the masterpieces written by Seemab Akbarabadi. You can also find the complete poetry collection of Seemab Akbarabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Seemab Akbarabadi' above.

Dil Ki Bisat Kya Thi Nigah-e-jamal Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Ki Bisat Kya Thi Nigah-e-jamal Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.