KHatm Is Tarah Naza-e-haq-o-baatil Ho Jae, Urdu Ghazal By Seemab Akbarabadi

KHatm Is Tarah Naza-e-haq-o-baatil Ho Jae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Seemab Akbarabadi. KHatm Is Tarah Naza-e-haq-o-baatil Ho Jae comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read KHatm Is Tarah Naza-e-haq-o-baatil Ho Jae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ختم اس طرح نزاع حق و باطل ہو جائے

سیماب اکبرآبادی

ختم اس طرح نزاع حق و باطل ہو جائے

اک طرف دونوں جہاں ایک طرف دل ہو جائے

دل میں وہ شورش جذبات وہ گرمی نہ رہی

اب یہ شاید نگہ دوست کے قابل ہو جائے

جانتا ہوں کہ وفا جی سے گزرنا ہے مگر

یوں نہ دے طعن کہ جینا مجھے مشکل ہو جائے

دو جہاں ترک محبت میں کئے تیرے لئے

اور بیزار جو تجھ سے بھی مرا دل ہو جائے

قدر انساں ہے ابھی بزم عدم میں سیمابؔ

کیوں وہ دنیا میں رہے جو کسی قابل ہو جائے

سیماب اکبرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHatm Is Tarah Naza-e-haq-o-baatil Ho Jae

Seemab Akbarabadi

KHatm is tarah naza-e-haq-o-baatil ho jae
ek taraf donon jahan ek taraf dil ho jae

dil mein wo shorish-e-jazbaat wo garmi na rahi
ab ye shayad nigah-e-dost ke qabil ho jae

jaanta hun ki wafa ji se guzarna hai magar
yun na de tan ki jina mujhe mushkil ho jae

do-jahan tark-e-mohabbat mein kiye tere liye
aur bezar jo tujh se bhi mera dil ho jae

qadr-e-insan hai abhi bazm-e-adam mein 'simab'
kyun wo duniya mein rahe jo kisi qabil ho jae

(309) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHatm Is Tarah Naza-e-haq-o-baatil Ho Jae written by Seemab Akbarabadi at UrduPoint. KHatm Is Tarah Naza-e-haq-o-baatil Ho Jae is one of the masterpieces written by Seemab Akbarabadi. You can also find the complete poetry collection of Seemab Akbarabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Seemab Akbarabadi' above.

KHatm Is Tarah Naza-e-haq-o-baatil Ho Jae is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHatm Is Tarah Naza-e-haq-o-baatil Ho Jae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.