Eid, Urdu Nazam By Shabbir Azar

Eid is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Shabbir Azar. Eid comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read Eid on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عید

شبیر آذر

یہ ہلچل یہ کھلبل کیسی

کہیں

ماں ابال رہی ہے کنکر

اور بچے

ٹوٹی تھالیاں لے کر

ٹپکتے پانی کی بوندوں کو گن رہے ہیں

ادھر

عالم عالم نکھرا ہے

اجالوں کی طرح

اور اندھیروں کی روانی میں ہے

سکوت

گلے ملنے کا یہ موسم

بچھڑی روحوں کے اور بکھرنے کا

ضامن ہے

میں متحیر

کہ یہ جنموں کا حاصل

کسی بے مدعا پل میں ابھرا

روز عید تو نہیں

شبیر آذر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Eid

Shabbir Azar

ye halchal ye khalbal kaisi
kahin
man ubaal rahi hai kankar
aur bachche
TuTi thaaliyan le kar
Tapakte pani ki bundon ko gin rahe hain
udhar
aalam aalam nikhra hai
ujalon ki tarah
aur andheron ki rawani mein hai
sukut
gale milne ka ye mausam
bichhDi ruhon ke aur bikharne ka
zamin hai
main mutahayyar
ki ye janmon ka hasil
kisi be-muddaa pal mein ubhra
roz-e-id to nahin

(381) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Eid written by Shabbir Azar at UrduPoint. Eid is one of the masterpieces written by Shabbir Azar. You can also find the complete poetry collection of Shabbir Azar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shabbir Azar' above.

Eid is a widely read Urdu Nazam. If you like Eid, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.