Bewa Ki Eid, Urdu Nazam By Shabbir Azar

Bewa Ki Eid is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Shabbir Azar. Bewa Ki Eid comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Bewa Ki Eid on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بیوہ کی عید

شبیر آذر

کبھی

اس طرح

وہ

نہ اتنی عیاں تھی

خاموشی تھی

لیکن

سراپا بیاں تھیں

میں

سر سے پاؤں تک

اسے پڑھ رہا تھا

نہ آنکھوں میں کاجل

نہ چہرے پہ غازہ

نہ ہاتھوں میں کنگن

نہ پاؤں میں پازیب

اسے پڑھ رہا تھا

عجب کشمکش تھی

عجب سلسلہ تھا

کہ جیسے کہہ رہی تھی

قابل دید ہوں میں

اس جنت بے نظیر میں

بیوہ کی عید ہوں میں

شبیر آذر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bewa Ki Eid

Shabbir Azar

kabhi
is tarah
wo
na itni ayan thi
KHamoshi thi
lekin
sarapa bayan thin
main
sar se panw tak
use paDh raha tha
na aankhon mein kajal
na chehre pe ghaza
na hathon mein kangan
na panw mein pazeb
use paDh raha tha
ajab kashmakash thi
ajab silsila tha
ki jaise kah rahi thi
qabil-e-did hun main
is jannat-e-be-nazir mein
bewa ki eid hun main

(364) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bewa Ki Eid written by Shabbir Azar at UrduPoint. Bewa Ki Eid is one of the masterpieces written by Shabbir Azar. You can also find the complete poetry collection of Shabbir Azar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shabbir Azar' above.

Bewa Ki Eid is a widely read Urdu Nazam. If you like Bewa Ki Eid, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.