Ab Aaftab-e-munawwar Pe Qurb-e-sham Hua, Urdu Ghazal By Shafeeq Abbas

Ab Aaftab-e-munawwar Pe Qurb-e-sham Hua is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shafeeq Abbas. Ab Aaftab-e-munawwar Pe Qurb-e-sham Hua comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Ab Aaftab-e-munawwar Pe Qurb-e-sham Hua on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب آفتاب منور پہ قرب شام ہوا

شفیق عباس

اب آفتاب منور پہ قرب شام ہوا

اک اور سال مری عمر کا تمام ہوا

رگوں میں گردش خوں کا غلام ٹھہرا ہے

نہ اس بدن کا کبھی مجھ سے احترام ہوا

مرے چہار طرف ہے حصار محرومی

تمام عمر کٹی اور نہ کوئی کام ہوا

کوئی زمین نہ دلدل نہ آسمان ہے اب

کہاں پہنچ کے مری رہ کا اختتام ہوا

عجب لطیف سی تیزابیت تھی لہجے میں

بڑے خلوص سے جس دم وہ ہم کلام ہوا

سنا ہے رات فرشتے چھپے تھے معبد میں

ہمارے شہر میں پھر آج قتل عام ہوا

ہزار قتل کے بدلے میں یہ سعادت ہے

کہ ایک شخص کسی قوم کا امام ہوا

شفیق عباس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Aaftab-e-munawwar Pe Qurb-e-sham Hua

Shafeeq Abbas

ab aaftab-e-munawwar pe qurb-e-sham hua
ek aur sal meri umr ka tamam hua

ragon mein gardish-e-KHun ka ghulam Thahra hai
na us badan ka kabhi mujh se ehtiram hua

mere chahaar-taraf hai hisar-e-maharumi
tamam-umr kaTi aur na koi kaam hua

koi zamin na daldal na aasman hai ab
kahan pahunch ke meri rah ka iKHtitam hua

ajab latif si tezabiyat thi lahje mein
baDe KHulus se jis dam wo ham-kalam hua

suna hai raat farishte chhupe the mabad mein
hamare shahar mein phir aaj qatl-e-am hua

hazar qatl ke badle mein ye saadat hai
ki ek shaKHs kisi qaum ka imam hua

(402) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Aaftab-e-munawwar Pe Qurb-e-sham Hua written by Shafeeq Abbas at UrduPoint. Ab Aaftab-e-munawwar Pe Qurb-e-sham Hua is one of the masterpieces written by Shafeeq Abbas. You can also find the complete poetry collection of Shafeeq Abbas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shafeeq Abbas' above.

Ab Aaftab-e-munawwar Pe Qurb-e-sham Hua is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Aaftab-e-munawwar Pe Qurb-e-sham Hua, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.