Charche Har Ek Zaban Pe Husn-e-butan Ke Hain, Urdu Ghazal By Shaghil Qadri

Charche Har Ek Zaban Pe Husn-e-butan Ke Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaghil Qadri. Charche Har Ek Zaban Pe Husn-e-butan Ke Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Charche Har Ek Zaban Pe Husn-e-butan Ke Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چرچے ہر اک زبان پہ حسن بتاں کے ہیں

شاغل قادری

چرچے ہر اک زبان پہ حسن بتاں کے ہیں

عنواں جدا جدا اسی اک داستاں کے ہیں

پھولوں کے قہقہے ہوں کہ فریاد عندلیب

دونوں ہی سوز و ساز اسی گلستاں کے ہیں

رہزن اگر ہے گھات میں کیا شکوہ ہم صفیر

خود اپنے راہبر ہی عدو کارواں کے ہیں

کیا خاک ہوں گے عشق کی منزل سے آشنا

کشتہ ہر اک قدم پہ جو سود و زیاں کے ہیں

جھک جائے والہانہ جہاں خود جبین شوق

ہم قادریؔ تلاش میں اس آستاں کے ہیں

شاغل قادری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Charche Har Ek Zaban Pe Husn-e-butan Ke Hain

Shaghil Qadri

charche har ek zaban pe husn-e-butan ke hain
unwan juda juda isi ek dastan ke hain

phulon ke qahqahe hon ki fariyaad-e-andalib
donon hi soz-o-saz isi gulistan ke hain

rahzan agar hai ghat mein kya shikwa ham-safir
KHud apne rahbar hi adu karwan ke hain

kya KHak honge ishq ki manzil se aashna
kushta har ek qadam pe jo sud-o-ziyan ke hain

jhuk jae walihana jahan KHud jabin-e-shauq
hum 'qadri' talash mein us aastan ke hain

(378) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Charche Har Ek Zaban Pe Husn-e-butan Ke Hain written by Shaghil Qadri at UrduPoint. Charche Har Ek Zaban Pe Husn-e-butan Ke Hain is one of the masterpieces written by Shaghil Qadri. You can also find the complete poetry collection of Shaghil Qadri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaghil Qadri' above.

Charche Har Ek Zaban Pe Husn-e-butan Ke Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Charche Har Ek Zaban Pe Husn-e-butan Ke Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.