Hum Ek Taraf Hain To Duniya Tamam Aur Kahin, Urdu Ghazal By Shagufta Naim Hashmi

Hum Ek Taraf Hain To Duniya Tamam Aur Kahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shagufta Naim Hashmi. Hum Ek Taraf Hain To Duniya Tamam Aur Kahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hum Ek Taraf Hain To Duniya Tamam Aur Kahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم اک طرف ہیں تو دنیا تمام اور کہیں

شگفتہ نعیم ہاشمی

ہم اک طرف ہیں تو دنیا تمام اور کہیں

یہاں نہیں تو ملے گا مقام اور کہیں

دیار غیر بھی تھا اور مسافری بھی تھی

سحر کہیں پہ گزاری تو شام اور کہیں

مرے دریچے کا منظر ہے کچھ ادھورا سا

دمک رہا ہے وہ ماہ تمام اور کہیں

تمہارے عشق کی جولاں میں ایسا جکڑا ہے

کہ بھاگ سکتا نہیں یہ غلام اور کہیں

یہاں تو ساری نشستوں پہ غیر بیٹھے ہیں

کیا ہی ہوگا مرا انتظام اور کہیں

اسے نصیب کا لکھا سمجھ کے مان لیا

مقام اور جگہ تھا قیام اور کہیں

شگفتہ نعیم ہاشمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum Ek Taraf Hain To Duniya Tamam Aur Kahin

Shagufta Naim Hashmi

hum ek taraf hain to duniya tamam aur kahin
yahan nahin to milega maqam aur kahin

dayar-e-ghair bhi tha aur musafiri bhi thi
sahar kahin pe guzari to sham aur kahin

mere dariche ka manzar hai kuchh adhura sa
damak raha hai wo mah-e-tamam aur kahin

tumhaare ishq ki jaulan mein aisa jakDa hai
ki bhag sakta nahin ye ghulam aur kahin

yahan to sari nashiston pe ghair baiThe hain
kiya hi hoga mera intizam aur kahin

ise nasib ka likkha samajh ke man liya
maqam aur jagah tha qiyam aur kahin

(470) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hum Ek Taraf Hain To Duniya Tamam Aur Kahin written by Shagufta Naim Hashmi at UrduPoint. Hum Ek Taraf Hain To Duniya Tamam Aur Kahin is one of the masterpieces written by Shagufta Naim Hashmi. You can also find the complete poetry collection of Shagufta Naim Hashmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shagufta Naim Hashmi' above.

Hum Ek Taraf Hain To Duniya Tamam Aur Kahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hum Ek Taraf Hain To Duniya Tamam Aur Kahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.