KaT Gai Zindagi Tazabzub Mein, Urdu Ghazal By Shagufta Naim Hashmi

KaT Gai Zindagi Tazabzub Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shagufta Naim Hashmi. KaT Gai Zindagi Tazabzub Mein comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read KaT Gai Zindagi Tazabzub Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کٹ گئی زندگی تذبذب میں

شگفتہ نعیم ہاشمی

کٹ گئی زندگی تذبذب میں

کچھ اگر کچھ مگر کے بیچ کہیں

نہ مسلماں ہوئے نہ کفر کیا

رہ گئے خیر و شر کے بیچ کہیں

در کہاں ہے کہاں ہیں دیواریں

کھو گئے اپنے گھر کے بیچ کہیں

بات باہر نکل ہی جاتی ہے

کوئی روزن ہے در کے بیچ کہیں

مجھ کو منزل سے دور کرتے گئے

نئے رستے سفر کے بیچ کہیں

سیپ تک راستہ بنا لے گا

ایک قطرہ لہر کے بیچ کہیں

ان کا گھر یاد ہے تو بس اتنا

اک گلی ہے شہر کے بیچ کہیں

ہر کہانی میں اک کہانی ہے

اک خبر ہے خبر کے بیچ کہیں

شگفتہ نعیم ہاشمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KaT Gai Zindagi Tazabzub Mein

Shagufta Naim Hashmi

kaT gai zindagi tazabzub mein
kuchh agar kuchh magar ke bich kahin

na musalman hue na kufr kiya
rah gae KHair-o-shar ke bich kahin

dar kahan hai kahan hain diwaren
kho gae apne ghar ke bich kahin

baat bahar nikal hi jati hai
koi rauzan hai dar ke bich kahin

mujh ko manzil se dur karte gae
nae raste safar ke bich kahin

sip tak rasta bana lega
ek qatra lahar ke bich kahin

un ka ghar yaad hai to bas itna
ek gali hai shahar ke bich kahin

har kahani mein ek kahani hai
ek KHabar hai KHabar ke bich kahin

(494) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KaT Gai Zindagi Tazabzub Mein written by Shagufta Naim Hashmi at UrduPoint. KaT Gai Zindagi Tazabzub Mein is one of the masterpieces written by Shagufta Naim Hashmi. You can also find the complete poetry collection of Shagufta Naim Hashmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shagufta Naim Hashmi' above.

KaT Gai Zindagi Tazabzub Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like KaT Gai Zindagi Tazabzub Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.