Ek Samundar Hai Meri Aankhon Mein, Urdu Ghazal By Shah Aalam Raunaq

Ek Samundar Hai Meri Aankhon Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shah Aalam Raunaq. Ek Samundar Hai Meri Aankhon Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Samundar Hai Meri Aankhon Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک سمندر ہے میری آنکھوں میں

شاہ عالم رونق

اک سمندر ہے میری آنکھوں میں

غم کا منظر ہے میری آنکھوں میں

تم ستاروں کی بات کرتے ہو

سارا امبر ہے میری آنکھوں میں

جس نے رنج و الم دئے ہیں مجھے

وہ ستم گر ہے میری آنکھوں میں

یوں تو پردیس میں ترقی ہے

پر مرا گھر ہے میری آنکھوں میں

میرے خوابوں کا قتل کرنے کو

کوئی خنجر ہے میری آنکھوں میں

تو کسی اور کا نہ ہو جائے

بس یہی ڈر ہے میری آنکھوں میں

تم کو دل میں دکھائی دے یا نہ دے

زخم اندر ہے میری آنکھوں میں

سچ تو یہ ہے کے آج بھی رونقؔ

اک قلندر ہے میری آنکھوں میں

شاہ عالم رونق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Samundar Hai Meri Aankhon Mein

Shah Aalam Raunaq

ek samundar hai meri aankhon mein
gham ka manzar hai meri aankhon mein

tum sitaron ki baat karte ho
sara ambar hai meri aankhon mein

jis ne ranj-o-alam diye hain mujhe
wo sitamgar hai meri aankhon mein

yun to pardes mein taraqqi hai
par mera ghar hai meri aankhon mein

mere KHwabon ka qatl karne ko
koi KHanjar hai meri aankhon mein

tu kisi aur ka na ho jae
bas yahi Dar hai meri aankhon mein

tum ko dil mein dikhai de ya na de
zaKHm andar hai meri aankhon mein

sach to ye hai ke aaj bhi 'raunaq'
ek qalandar hai meri aankhon mein

(576) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Samundar Hai Meri Aankhon Mein written by Shah Aalam Raunaq at UrduPoint. Ek Samundar Hai Meri Aankhon Mein is one of the masterpieces written by Shah Aalam Raunaq. You can also find the complete poetry collection of Shah Aalam Raunaq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shah Aalam Raunaq' above.

Ek Samundar Hai Meri Aankhon Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Samundar Hai Meri Aankhon Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.