ZaKHm-e-tanhai Bekali Si Hai, Urdu Ghazal By Shah Aalam Raunaq

ZaKHm-e-tanhai Bekali Si Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shah Aalam Raunaq. ZaKHm-e-tanhai Bekali Si Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read ZaKHm-e-tanhai Bekali Si Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زخم تنہائی بیکلی سی ہے

شاہ عالم رونق

زخم تنہائی بیکلی سی ہے

میری آنکھوں میں اک نمی سی ہے

تو نہیں ہے تو ایسا لگتا ہے

زندگی میں کوئی کمی سی ہے

دل پے چھائی ہے تیرگی لیکن

تیری یادوں کی روشنی سی ہے

ایسا لگتا ہے گفتگو کر کے

تیری باتوں میں شاعری سی ہے

شام غم تیرا شکریا ہر پل

جانے کیوں تجھ سے عاشقی سی ہے

میرا کردار ہی کچھ ایسا ہے

دشمنوں سے بھی دوستی سی ہے

مفلسی یہ تری حقیقت ہے

ساری دنیا ہی اجنبی سی ہے

یہ زمانہ فریب ہے رونقؔ

موت میں ہی تو زندگی سی ہے

شاہ عالم رونق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ZaKHm-e-tanhai Bekali Si Hai

Shah Aalam Raunaq

zaKHm-e-tanhai bekali si hai
meri aankhon mein ek nami si hai

tu nahin hai to aisa lagta hai
zindagi mein koi kami si hai

dil pe chhai hai tirgi lekin
teri yaadon ki raushni si hai

aisa lagta hai guftugu kar ke
teri baaton mein shaeri si hai

sham-e-gham tera shukriya har pal
jaane kyon tujh se aashiqi si hai

mera kirdar hi kuchh aisa hai
dushmanon se bhi dosti si hai

muflisi ye teri haqiqat hai
sari duniya hi ajnabi si hai

ye zamana fareb hai 'raunaq'
maut mein hi to zindagi si hai

(400) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read ZaKHm-e-tanhai Bekali Si Hai written by Shah Aalam Raunaq at UrduPoint. ZaKHm-e-tanhai Bekali Si Hai is one of the masterpieces written by Shah Aalam Raunaq. You can also find the complete poetry collection of Shah Aalam Raunaq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shah Aalam Raunaq' above.

ZaKHm-e-tanhai Bekali Si Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like ZaKHm-e-tanhai Bekali Si Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.