Ranj To Meri Chashm-e-tar Mein Hai, Urdu Ghazal By Shah Aalam Raunaq

Ranj To Meri Chashm-e-tar Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shah Aalam Raunaq. Ranj To Meri Chashm-e-tar Mein Hai comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Ranj To Meri Chashm-e-tar Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رنج تو میری چشم تر میں ہے

شاہ عالم رونق

رنج تو میری چشم تر میں ہے

درد کیسا ترے جگر میں ہے

تیرے اصرار پر ہنسوں کیسے

میرا ہر غم ترے نظر میں ہے

مل گئیں سب کو منزلیں لیکن

زندگی میری ہی سفر میں ہے

میرے کردار میں نہیں ہے جفا

بے وفائی ترے ہنر میں ہے

شہر انصاف جس کو کہتے ہیں

میرا قاتل اسی نگر میں ہے

وہ سمجھتا ہے بے خبر مجھ کو

جو ہمیشہ مری نظر میں ہے

جس کی خاطر بھلا دیا خود کو

وہ ابھی تک اگر مگر میں ہے

جب سے آئیں ہے بیٹیاں رونقؔ

تب سے برکت ہی میرے گھر میں ہے

شاہ عالم رونق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ranj To Meri Chashm-e-tar Mein Hai

Shah Aalam Raunaq

ranj to meri chashm-e-tar mein hai
dard kaisa tere jigar mein hai

tere israr par hansun kaise
mera har gham tere nazar mein hai

mil gain sab ko manzilen lekin
zindagi meri hi safar mein hai

mere kirdar mein nahin hai jafa
bewafai tere hunar mein hai

shahr-e-insaf jis ko kahte hain
mera qatil usi nagar mein hai

wo samajhta hai be-KHabar mujh ko
jo hamesha meri nazar mein hai

jis ki KHatir bhula diya KHud ko
wo abhi tak agar magar mein hai

jab se aain hai beTiyan 'raunaq'
tab se barakat hi mere ghar mein hai

(352) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ranj To Meri Chashm-e-tar Mein Hai written by Shah Aalam Raunaq at UrduPoint. Ranj To Meri Chashm-e-tar Mein Hai is one of the masterpieces written by Shah Aalam Raunaq. You can also find the complete poetry collection of Shah Aalam Raunaq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shah Aalam Raunaq' above.

Ranj To Meri Chashm-e-tar Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ranj To Meri Chashm-e-tar Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.