Kyun Musht-e-KHak Par Koi Dil Daghdar Ho, Urdu Ghazal By Shah Deen Humayun

Kyun Musht-e-KHak Par Koi Dil Daghdar Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shah Deen Humayun. Kyun Musht-e-KHak Par Koi Dil Daghdar Ho comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Kyun Musht-e-KHak Par Koi Dil Daghdar Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیوں مشت خاک پر کوئی دل داغ دار ہو

شاہ دین ہمایوں

کیوں مشت خاک پر کوئی دل داغ دار ہو

مر کر بھی یہ ہوس کہ ہمارا مزار ہو

بڑھ جائے غم کا سلسلہ کہسار کی طرح

طولانی گر یہ زندگئ مستعار ہو

اس صید گاہ میں وہی نکلے گا بچ کے صاف

جو صید سب سے پہلے اجل کا شکار ہو

اس بوالہوس کی موت کے قربان جائیے

جو پھر دوبارہ جینے کا امیدوار ہو

ہستی کا طوق تو ہے قیامت پس وفات

یارب کہیں یہ میرے گلے کا نہ ہار ہو

یکساں ہے اہل دل کے لیے انبساط و غم

باغ جہاں میں آئے خزاں یا بہار ہو

شاہ دین ہمایوں

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kyun Musht-e-KHak Par Koi Dil Daghdar Ho

Shah Deen Humayun

kyun musht-e-KHak par koi dil daghdar ho
mar kar bhi ye hawas ki hamara mazar ho

baDh jae gham ka silsila kohsar ki tarah
tulani gar ye zindagi-e-mustaar ho

is said-gah mein wahi niklega bach ke saf
jo said sab se pahle ajal ka shikar ho

us bul-hawas ki maut ke qurban jaiye
jo phir dobara jine ka ummid-war ho

hasti ka tauq to hai qayamat pas-e-wafat
ya-rab kahin ye mere gale ka na haar ho

yaksan hai ahl-e-dil ke liye imbisat-o-gham
bagh-e-jahan mein aae KHizan ya bahaar ho

(416) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kyun Musht-e-KHak Par Koi Dil Daghdar Ho written by Shah Deen Humayun at UrduPoint. Kyun Musht-e-KHak Par Koi Dil Daghdar Ho is one of the masterpieces written by Shah Deen Humayun. You can also find the complete poetry collection of Shah Deen Humayun by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shah Deen Humayun' above.

Kyun Musht-e-KHak Par Koi Dil Daghdar Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kyun Musht-e-KHak Par Koi Dil Daghdar Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.