Dil Mein Hai Kya Jaaniye Kis Ka KHayal-e-naqsh-e-pa, Urdu Ghazal By Shah Naseer

Dil Mein Hai Kya Jaaniye Kis Ka KHayal-e-naqsh-e-pa is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shah Naseer. Dil Mein Hai Kya Jaaniye Kis Ka KHayal-e-naqsh-e-pa comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Mein Hai Kya Jaaniye Kis Ka KHayal-e-naqsh-e-pa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل میں ہے کیا جانئے کس کا خیال نقش پا

شاہ نصیر

دل میں ہے کیا جانئے کس کا خیال نقش پا

لگ گئیں آنکھیں زمیں سے جو مثال نقش پا

طاقت اٹھنے کی نہیں ہے تن میں ضعف عشق سے

حال اپنا ان دنوں ہے حسب حال نقش پا

صفحۂ صحرا میں ہے خار مغیلاں جوں الف

خوب اے مجنوں تری آئی ہے فال نقش پا

یک قلم اے گل بدن رشک گل قالیں ہے دیکھ

فرش خاکستر ہے تیرا یہ نہال نقش پا

در فشانی سے تری رہتا ہے ہم چشم صدف

تھا یہی اے چشم تر تجھ سے سوال نقش پا

ٹکٹکی یاں تک بندھی ہے گی کہ خال مردمک

بن گیا اس شوخ کا ہر وجہ خال نقش پا

سوجھتا ہے ہاتھ سے اس ناتوانی کے نصیرؔ

رفتہ رفتہ ہوں گے اک دن پائمال نقش پا

شاہ نصیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Mein Hai Kya Jaaniye Kis Ka KHayal-e-naqsh-e-pa

Shah Naseer

dil mein hai kya jaaniye kis ka KHayal-e-naqsh-e-pa
lag gain aankhen zamin se jo misal-e-naqsh-e-pa

taqat uThne ki nahin hai tan mein zoaf-e-ishq se
haal apna in dinon hai hasb-e-haal-e-naqsh-e-pa

safha-e-sahra mein hai KHar-e-mughilan jun alif
KHub ai majnun teri aai hai fal-e-naqsh-e-pa

yak-qalam ai gul-badan rashk-e-gul-e-qalin hai dekh
farsh-e-KHakistar hai tera ye nihaal-e-naqsh-e-pa

dur-fishani se teri rahta hai ham-chashm-e-sadaf
tha yahi ai chashm-e-tar tujh se sawal-e-naqsh-e-pa

TikTiki yan tak bandhi haigi ki KHal-e-mardumak
ban gaya is shoKH ka har wajh KHal-e-naqsh-e-pa

sujhta hai hath se is na-tawani ke 'nasir'
rafta rafta honge ek din paemal-e-naqsh-e-pa

(352) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Mein Hai Kya Jaaniye Kis Ka KHayal-e-naqsh-e-pa written by Shah Naseer at UrduPoint. Dil Mein Hai Kya Jaaniye Kis Ka KHayal-e-naqsh-e-pa is one of the masterpieces written by Shah Naseer. You can also find the complete poetry collection of Shah Naseer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shah Naseer' above.

Dil Mein Hai Kya Jaaniye Kis Ka KHayal-e-naqsh-e-pa is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Mein Hai Kya Jaaniye Kis Ka KHayal-e-naqsh-e-pa, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.