Kuchh KHwab Se Na KHwab Ki Tabir Se Hua, Urdu Ghazal By Shahabuddin Saqib

Kuchh KHwab Se Na KHwab Ki Tabir Se Hua is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahabuddin Saqib. Kuchh KHwab Se Na KHwab Ki Tabir Se Hua comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh KHwab Se Na KHwab Ki Tabir Se Hua on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ خواب سے نہ خواب کی تعبیر سے ہوا

شہاب الدین ثاقب

کچھ خواب سے نہ خواب کی تعبیر سے ہوا

دنیا کا سارا کام تو تدبیر سے ہوا

منصب تو بس یہاں پہ مقدر کی بات ہے

وہ نامور ہوا ہے تو تقدیر سے ہوا

میں بندگان دہر کا کب تھا بھلا حریف

میرا تو سارا کام ہی تاخیر سے ہوا

غالبؔ نے یہ تو سچ ہی کہا تھا کہ دہر میں

رسوا ہوا جو اپنی ہی تحریر سے ہوا

حالات کی گرفت میں گزری تمام عمر

تاہم نہ شور کچھ مری زنجیر سے ہوا

شہاب الدین ثاقب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh KHwab Se Na KHwab Ki Tabir Se Hua

Shahabuddin Saqib

kuchh KHwab se na KHwab ki tabir se hua
duniya ka sara kaam to tadbir se hua

mansab to bas yahan pe muqaddar ki baat hai
wo namwar hua hai to taqdir se hawa
main bandagan-e-dahr ka kab tha bhala harif
mera to sara kaam hi taKHir se hua
'ghaalib' ne ye to sach hi kaha tha ki dahr mein
ruswa hua jo apni hi tahrir se hua
haalat ki giraft mein guzri tamam umr
taham na shor kuchh meri zanjir se hua

(365) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kuchh KHwab Se Na KHwab Ki Tabir Se Hua written by Shahabuddin Saqib at UrduPoint. Kuchh KHwab Se Na KHwab Ki Tabir Se Hua is one of the masterpieces written by Shahabuddin Saqib. You can also find the complete poetry collection of Shahabuddin Saqib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahabuddin Saqib' above.

Kuchh KHwab Se Na KHwab Ki Tabir Se Hua is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh KHwab Se Na KHwab Ki Tabir Se Hua, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.