Wo Subh Ka Nikla Hua Shab Tak Nahin Aaya, Urdu Ghazal By Shahabuddin Saqib

Wo Subh Ka Nikla Hua Shab Tak Nahin Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahabuddin Saqib. Wo Subh Ka Nikla Hua Shab Tak Nahin Aaya comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Wo Subh Ka Nikla Hua Shab Tak Nahin Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ صبح کا نکلا ہوا شب تک نہیں آیا

شہاب الدین ثاقب

وہ صبح کا نکلا ہوا شب تک نہیں آیا

کیا بات ہوئی ایسی کہ اب تک نہیں آیا

اس نے تو بچھڑ کے نہیں بھیجا کوئی خط بھی

کیوں اس کی خموشی کا سبب تک نہیں آیا

ہم اس کے لئے راہ میں مدت سے کھڑے ہیں

اک وہ ہے کہ اس موڑ پہ اب تک نہیں آیا

وہ جام بکف آ تو رہا تھا مری جانب

وہ جام مگر میرے ہی لب تک نہیں آیا

میں نے تو قصیدے بھی کئی لکھے تھے ثاقبؔ

پر میرا قلم حسن طلب تک نہیں آیا

شہاب الدین ثاقب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Subh Ka Nikla Hua Shab Tak Nahin Aaya

Shahabuddin Saqib

wo subh ka nikla hua shab tak nahin aaya
kya baat hui aisi ki ab tak nahin aaya

us ne to bichhaD ke nahin bheja koi KHat bhi
kyon us ki KHamoshi ka sabab tak nahin aaya

hum us ke liye rah mein muddat se khaDe hain
ek wo hai ki is moD pe ab tak nahin aaya

wo jam-ba-kaf aa to raha tha meri jaanib
wo jam magar mere hi lab tak nahin aaya

main ne to qaside bhi kai likkhe the 'saqib'
par mera qalam husn-e-talab tak nahin aaya

(401) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Subh Ka Nikla Hua Shab Tak Nahin Aaya written by Shahabuddin Saqib at UrduPoint. Wo Subh Ka Nikla Hua Shab Tak Nahin Aaya is one of the masterpieces written by Shahabuddin Saqib. You can also find the complete poetry collection of Shahabuddin Saqib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahabuddin Saqib' above.

Wo Subh Ka Nikla Hua Shab Tak Nahin Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Subh Ka Nikla Hua Shab Tak Nahin Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.