Nai Maujon Ke Kitne Silsile Pani Mein Aate Hain, Urdu Ghazal By Shahabuddin Saqib

Nai Maujon Ke Kitne Silsile Pani Mein Aate Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahabuddin Saqib. Nai Maujon Ke Kitne Silsile Pani Mein Aate Hain comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Nai Maujon Ke Kitne Silsile Pani Mein Aate Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نئی موجوں کے کتنے سلسلے پانی میں آتے ہیں

شہاب الدین ثاقب

نئی موجوں کے کتنے سلسلے پانی میں آتے ہیں

سفینے جب کبھی دریا کی مہمانی میں آتے ہیں

یہ ممکن ہے طبیعت سخت کوشی پر ہی مائل ہو

سہولت چھوڑ کر ہم کیوں پریشانی میں آتے ہیں

یہاں اب سعیٔ اسکندر کی کیسے داد دی جائے

کہ ہم تو دیکھ کر آئینہ حیرانی میں آتے ہیں

کہیں دل کو ہمارے غم پسندی کی نہ عادت ہو

مزے اس کو بھی اکثر مرثیہ خوانی میں آتے ہیں

اسی باعث یہاں ماحول وحشت ناک رہتا ہے

درندے بھی بہت سے شکل انسانی میں آتے ہیں

شہاب الدین ثاقب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nai Maujon Ke Kitne Silsile Pani Mein Aate Hain

Shahabuddin Saqib

nai maujon ke kitne silsile pani mein aate hain
safine jab kabhi dariya ki mehmani mein aate hain

ye mumkin hai tabiat saKHt-koshi par hi mail ho
suhulat chhoD kar hum kyon pareshani mein aate hain

yahan ab sai-e-askandar ki kaise dad di jae
ki hum to dekh kar aaina hairani mein aate hain

kahin dil ko hamare gham-pasandi ki na aadat ho
maze us ko bhi aksar marsiya-KHwani mein aate hain

isi bais yahan mahaul wahshat-nak rahta hai
darinde bhi bahut se shakl-e-insani mein aate hain

(403) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nai Maujon Ke Kitne Silsile Pani Mein Aate Hain written by Shahabuddin Saqib at UrduPoint. Nai Maujon Ke Kitne Silsile Pani Mein Aate Hain is one of the masterpieces written by Shahabuddin Saqib. You can also find the complete poetry collection of Shahabuddin Saqib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahabuddin Saqib' above.

Nai Maujon Ke Kitne Silsile Pani Mein Aate Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nai Maujon Ke Kitne Silsile Pani Mein Aate Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.