Agar Mujhko Zamin Hona PaDega, Urdu Ghazal By Shahbaz Mehter

Agar Mujhko Zamin Hona PaDega is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahbaz Mehter. Agar Mujhko Zamin Hona PaDega comes under the Love, Social category of Urdu Ghazal. You can read Agar Mujhko Zamin Hona PaDega on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اگر مجھ کو زمیں ہونا پڑے گا

شہباز مہتر

اگر مجھ کو زمیں ہونا پڑے گا

جہاں تم ہو وہیں ہونا پڑے گا

تمہیں یہ دنیا چومے گی ہمیشہ

مگر اس کی جبیں ہونا پڑے گا

جوانی کی محبت کا بھلا ہو

مجھے بوڑھا نہیں ہونا پڑے گا

خدا یکسانیت سے تھک نہ جائے

کسی کو بے یقیں ہونا پڑے گا

یہ شاعر کام پر لگ جائیں گے پھر

تمہیں کچھ کم حسیں ہونا پڑے گا

شہباز مہتر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Agar Mujhko Zamin Hona PaDega

Shahbaz Mehter

agar mujh ko zamin hona paDega
jahan tum ho wahin hona paDega

tumhein ye duniya chumegi hamesha
magar us ki jabin hona paDega

jawani ki mohabbat ka bhala ho
mujhe buDha nahin hona paDega

KHuda yaksaniyat se thak na jae
kisi ko be-yaqin hona paDega

ye shair kaam par lag jaenge phir
tumhein kuchh kam hasin hona paDega

(530) ووٹ وصول ہوئے

You can read Agar Mujhko Zamin Hona PaDega written by Shahbaz Mehter at UrduPoint. Agar Mujhko Zamin Hona PaDega is one of the masterpieces written by Shahbaz Mehter. You can also find the complete poetry collection of Shahbaz Mehter by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahbaz Mehter' above.

Agar Mujhko Zamin Hona PaDega is a widely read Urdu Ghazal. If you like Agar Mujhko Zamin Hona PaDega, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.