Main Kabhi Rakhna Agar Chahun Mere Yar Radif, Urdu Ghazal By Shahbaz Mehter

Main Kabhi Rakhna Agar Chahun Mere Yar Radif is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahbaz Mehter. Main Kabhi Rakhna Agar Chahun Mere Yar Radif comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Main Kabhi Rakhna Agar Chahun Mere Yar Radif on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں کبھی رکھنا اگر چاہوں مرے یار ردیف

شہباز مہتر

میں کبھی رکھنا اگر چاہوں مرے یار ردیف

ہونے لگتی ہے مجھے دیکھ کے بیزار ردیف

اک غزل اپنے لیے کہنے کی ٹھانی اک دن

ذہن میں پھرتی رہی ایک ہی بے کار ردیف

تجھ سے ہٹ کر میں کبھی شعر کا سوچوں بھی تو

قافیہ کھینچتا ہے سانس تو تلوار ردیف

میں تمہیں روز نیا شعر سنا سکتا ہوں

مجھ میں ہر روز کوئی ہوتی ہے بیدار ردیف

عشق کی طرح غزل نے بھی ترقی نہیں کی

وصل بھی خواب رہا اور رہی بیمار ردیف

شہباز مہتر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Kabhi Rakhna Agar Chahun Mere Yar Radif

Shahbaz Mehter

main kabhi rakhna agar chahun mere yar radif
hone lagti hai mujhe dekh ke bezar radif

ek ghazal apne liye kahne ki Thani ek din
zehn mein phirti rahi ek hi bekar radif

tujh se haT kar main kabhi sher ka sochun bhi to
qafiya khinchta hai sans to talwar radif

main tumhein roz naya sher suna sakta hun
mujh mein har roz koi hoti hai bedar radif

ishq ki tarah ghazal ne bhi taraqqi nahin ki
wasl bhi KHwab raha aur rahi bimar radif

(492) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Kabhi Rakhna Agar Chahun Mere Yar Radif written by Shahbaz Mehter at UrduPoint. Main Kabhi Rakhna Agar Chahun Mere Yar Radif is one of the masterpieces written by Shahbaz Mehter. You can also find the complete poetry collection of Shahbaz Mehter by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahbaz Mehter' above.

Main Kabhi Rakhna Agar Chahun Mere Yar Radif is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Kabhi Rakhna Agar Chahun Mere Yar Radif, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.