Jab Mulaqat Karna PaDti Hai, Urdu Ghazal By Shahbaz Mehter

Jab Mulaqat Karna PaDti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahbaz Mehter. Jab Mulaqat Karna PaDti Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Mulaqat Karna PaDti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب ملاقات کرنا پڑتی ہے

شہباز مہتر

جب ملاقات کرنا پڑتی ہے

تب ہمیں رات کرنا پڑتی ہے

آپ جیسوں کے پاس آنکھیں ہیں

ہمیں تو بات کرنا پڑتی ہے

وہ محبت ہوئی تھی اس کے ساتھ

جو ترے ساتھ کرنا پڑتی ہے

شعر کہتا ہوں تیرے بارے میں

پر مجھے نعت کرنا پڑتی ہے

اس کو گھر سے نکالنے کے لیے

رب کو برسات کرنا پڑتی ہے

کسی سے پھر کبھی نہ ملنا ہو تو

اک ملاقات کرنا پڑتی ہے

شہباز مہتر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Mulaqat Karna PaDti Hai

Shahbaz Mehter

jab mulaqat karna paDti hai
tab hamein raat karna paDti hai

aap jaison ke pas aankhen hain
hamein to baat karna paDti hai

wo mohabbat hui thi us ke sath
jo tere sath karna paDti hai

sher kahta hun tere bare mein
par mujhe nat karna paDti hai

us ko ghar se nikalne ke liye
rab ko barsat karna paDti hai

kisi se phir kabhi na milna ho to
ek mulaqat karna paDti hai

(516) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Mulaqat Karna PaDti Hai written by Shahbaz Mehter at UrduPoint. Jab Mulaqat Karna PaDti Hai is one of the masterpieces written by Shahbaz Mehter. You can also find the complete poetry collection of Shahbaz Mehter by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahbaz Mehter' above.

Jab Mulaqat Karna PaDti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Mulaqat Karna PaDti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.