Wo KHushi Bhi KHushi Se Hoti Hai, Urdu Ghazal By Shahbaz Mehter

Wo KHushi Bhi KHushi Se Hoti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahbaz Mehter. Wo KHushi Bhi KHushi Se Hoti Hai comes under the Love category of Urdu Ghazal. You can read Wo KHushi Bhi KHushi Se Hoti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ خوشی بھی خوشی سے ہوتی ہے

شہباز مہتر

وہ خوشی بھی خوشی سے ہوتی ہے

جو تری ایک جی سے ہوتی ہے

ایسی امید ہے ہمیں تم سے

جو نبی کو وحی سے ہوتی ہے

جو محبت تو مجھ سے کرتا ہے

ہر کسی کو کسی سے ہوتی ہے

ہاں وہاں سامنے وہ رہتا ہے

روشنی اس گلی سے ہوتی ہے

جو شکایت تو لے کے آیا ہے

سبھی کو زندگی سے ہوتی ہے

میں ہوں اس دنیا کی وہ بیماری

جو تمہاری کمی سے ہوتی ہے

شہباز مہتر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo KHushi Bhi KHushi Se Hoti Hai

Shahbaz Mehter

wo KHushi bhi KHushi se hoti hai
jo teri ek ji se hoti hai

aisi ummid hai hamein tum se
jo nabi ko wahy se hoti hai

jo mohabbat tu mujh se karta hai
har kisi ko kisi se hoti hai

han wahan samne wo rahta hai
raushni us gali se hoti hai

jo shikayat tu le ke aaya hai
sabhi ko zindagi se hoti hai

main hun is duniya ki wo bimari
jo tumhaari kami se hoti hai

(549) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo KHushi Bhi KHushi Se Hoti Hai written by Shahbaz Mehter at UrduPoint. Wo KHushi Bhi KHushi Se Hoti Hai is one of the masterpieces written by Shahbaz Mehter. You can also find the complete poetry collection of Shahbaz Mehter by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahbaz Mehter' above.

Wo KHushi Bhi KHushi Se Hoti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo KHushi Bhi KHushi Se Hoti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.