Dubunga Kaise Main Ki Ye Pani SimaT Gaya, Urdu Ghazal By Shahbaz Rizvi

Dubunga Kaise Main Ki Ye Pani SimaT Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahbaz Rizvi. Dubunga Kaise Main Ki Ye Pani SimaT Gaya comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Dubunga Kaise Main Ki Ye Pani SimaT Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ڈوبوں گا کیسے میں کہ یہ پانی سمٹ گیا

شہباز رضوی

ڈوبوں گا کیسے میں کہ یہ پانی سمٹ گیا

دریا تو یار ریت کے ٹیلوں میں بٹ گیا

تنہائیاں بھی ہاتھ جھٹک کر چلی گئیں

میں بھی کسی چراغ کی لو سے لپٹ گیا

اک روز اپنا قافلۂ نم دکھا دیا

پھر اپنے آپ دکھ کا سمندر پلٹ گیا

اک شام زندگی سے اداسی چلی گئی

مرنے کی چاہ سے بھی مرا جی اچٹ گیا

عقل و خرد پہ سچ کی سیاہی بکھر گئی

روشن ہوا دماغ تو دل سے لپٹ گیا

مدت کے بعد اس سے مرا سامنا ہوا

میں نے کہا کہ کون تو آئینہ ہٹ گیا

شہباز رضوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dubunga Kaise Main Ki Ye Pani SimaT Gaya

Shahbaz Rizvi

Dubunga kaise main ki ye pani simaT gaya
dariya to yar ret ke Tilon mein baT gaya

tanhaiyan bhi hath jhaTak kar chali gain
main bhi kisi charagh ki lau se lipaT gaya

ek roz apna qafila-e-nam dikha diya
phir apne aap dukh ka samundar palaT gaya

ek sham zindagi se udasi chali gai
marne ki chah se bhi mera ji uchaT gaya

aql-o-KHirad pe sach ki siyahi bikhar gai
raushan hua dimagh to dil se lipaT gaya

muddat ke ba'd us se mera samna hua
main ne kaha ki kaun to aaina haT gaya

(456) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dubunga Kaise Main Ki Ye Pani SimaT Gaya written by Shahbaz Rizvi at UrduPoint. Dubunga Kaise Main Ki Ye Pani SimaT Gaya is one of the masterpieces written by Shahbaz Rizvi. You can also find the complete poetry collection of Shahbaz Rizvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahbaz Rizvi' above.

Dubunga Kaise Main Ki Ye Pani SimaT Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dubunga Kaise Main Ki Ye Pani SimaT Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.