Mere Jaise Nahin Kisi Ke ZaKHm, Urdu Ghazal By Shahbaz Rizvi

Mere Jaise Nahin Kisi Ke ZaKHm is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahbaz Rizvi. Mere Jaise Nahin Kisi Ke ZaKHm comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Mere Jaise Nahin Kisi Ke ZaKHm on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مرے جیسے نہیں کسی کے زخم

شہباز رضوی

مرے جیسے نہیں کسی کے زخم

ہیں مرے زخم زندگی کے زخم

آئنہ دیکھتا ہے حیرت سے

لب پہ آئے نہیں ہنسی کے زخم

سب کی نظریں ہیں میرے سر کی طرف

چھٹپٹاتے ہیں طشتری کے زخم

زخم کھانا تھا مشغلہ اس کا

کھا گئے پھر اسے اسی کے زخم

بیٹھ جاتا ہوں ریت پر تھک کر

اور گنتا ہوں اک ندی کے زخم

شہباز رضوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Jaise Nahin Kisi Ke ZaKHm

Shahbaz Rizvi

mere jaise nahin kisi ke zaKHm
hain mere zaKHm zindagi ke zaKHm

aaina dekhta hai hairat se
lab pe aae nahin hansi ke zaKHm

sab ki nazren hain mere sar ki taraf
chhaTpaTate hain tashtari ke zaKHm

zaKHm khana tha mashghala us ka
kha gae phir use usi ke zaKHm

baiTh jata hun ret par thak kar
aur ginta hun ek nadi ke zaKHm

(456) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Jaise Nahin Kisi Ke ZaKHm written by Shahbaz Rizvi at UrduPoint. Mere Jaise Nahin Kisi Ke ZaKHm is one of the masterpieces written by Shahbaz Rizvi. You can also find the complete poetry collection of Shahbaz Rizvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahbaz Rizvi' above.

Mere Jaise Nahin Kisi Ke ZaKHm is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Jaise Nahin Kisi Ke ZaKHm, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.