Mere Kahe Pe Kabhi Aaj Tak Chala Bhi Nahin, Urdu Ghazal By Shahid Ahmad Shoaib

Mere Kahe Pe Kabhi Aaj Tak Chala Bhi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Ahmad Shoaib. Mere Kahe Pe Kabhi Aaj Tak Chala Bhi Nahin comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Mere Kahe Pe Kabhi Aaj Tak Chala Bhi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مرے کہے پہ کبھی آج تک چلا بھی نہیں

شاہد احمد شعیب

مرے کہے پہ کبھی آج تک چلا بھی نہیں

نہ جانے کون ہے وہ ساتھ چھوڑتا بھی نہیں

یہ شہر صوت و صدا ہے نہ ہے یہ دشت سکوت

یہاں سے بچ کے نکلنے کا راستہ بھی نہیں

عجیب آگ تھی ہر چیز جل کے راکھ ہوئی

میں بد نصیب تھا اس آگ میں جلا بھی نہیں

سیاہ راتوں میں ہر شے ڈبو چکا ہوں مگر

وہ ایک درد کا سورج کہ ڈوبتا بھی نہیں

سبھی گزرتے ہیں اک لمحہ دیکھ کر ہم کو

ہمارا نام پتہ کوئی پوچھتا بھی نہیں

شاہد احمد شعیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Kahe Pe Kabhi Aaj Tak Chala Bhi Nahin

Shahid Ahmad Shoaib

mere kahe pe kabhi aaj tak chala bhi nahin
na jaane kaun hai wo sath chhoDta bhi nahin

ye shahr-e-saut-o-sada hai na hai ye dasht-e-sukut
yahan se bach ke nikalne ka rasta bhi nahin

ajib aag thi har chiz jal ke rakh hui
main bad-nasib tha is aag mein jala bhi nahin

siyah raaton mein har shai Dubo chuka hun magar
wo ek dard ka suraj ki Dubta bhi nahin

sabhi guzarte hain ek lamha dekh kar hum ko
hamara nam pata koi puchhta bhi nahin

(494) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Kahe Pe Kabhi Aaj Tak Chala Bhi Nahin written by Shahid Ahmad Shoaib at UrduPoint. Mere Kahe Pe Kabhi Aaj Tak Chala Bhi Nahin is one of the masterpieces written by Shahid Ahmad Shoaib. You can also find the complete poetry collection of Shahid Ahmad Shoaib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Ahmad Shoaib' above.

Mere Kahe Pe Kabhi Aaj Tak Chala Bhi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Kahe Pe Kabhi Aaj Tak Chala Bhi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.