Fishaar-e-saut-o-sada Hain Gham-e-musalsal Hain, Urdu Ghazal By Shahid Ahmad Shoaib

Fishaar-e-saut-o-sada Hain Gham-e-musalsal Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Ahmad Shoaib. Fishaar-e-saut-o-sada Hain Gham-e-musalsal Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Fishaar-e-saut-o-sada Hain Gham-e-musalsal Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فشار صوت و صدا ہیں غم مسلسل ہیں

شاہد احمد شعیب

فشار صوت و صدا ہیں غم مسلسل ہیں

عجب سا شور ہیں ہم اک عجیب ہلچل ہیں

ہمارے سامنے اک کھولتا سمندر ہے

اتر رہے ہیں جو اس میں عجیب پاگل ہیں

خود اپنا آپ ہی قاتل ہیں لوگ خود ہی قتیل

ہر ایک موڑ پہ کیسے عجیب مقتل ہیں

ملا نہ بخت سیہ کو جمال خورشیدی

جو روشنی کے تھے دروازے سب مقفل ہیں

ملے کہیں کوئی سایہ تو ہم بھی سو جائیں

شعیبؔ صدیوں سے آنکھیں ہماری بوجھل ہیں

شاہد احمد شعیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Fishaar-e-saut-o-sada Hain Gham-e-musalsal Hain

Shahid Ahmad Shoaib

fishaar-e-saut-o-sada hain gham-e-musalsal hain
ajab sa shor hain hum ek ajib halchal hain

hamare samne ek khaulta samundar hai
utar rahe hain jo is mein ajib pagal hain

KHud apna aap hi qatil hain log KHud hi qatil
har ek moD pe kaise ajib maqtal hain

mila na baKHt-e-siyah ko jamal-e-KHurshidi
jo raushni ke the darwaze sab muqaffal hain

mile kahin koi saya to hum bhi so jaen
'shoaib' sadiyon se aankhen hamari bojhal hain

(479) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Fishaar-e-saut-o-sada Hain Gham-e-musalsal Hain written by Shahid Ahmad Shoaib at UrduPoint. Fishaar-e-saut-o-sada Hain Gham-e-musalsal Hain is one of the masterpieces written by Shahid Ahmad Shoaib. You can also find the complete poetry collection of Shahid Ahmad Shoaib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Ahmad Shoaib' above.

Fishaar-e-saut-o-sada Hain Gham-e-musalsal Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Fishaar-e-saut-o-sada Hain Gham-e-musalsal Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.