Muddat Se Kisi Thahri Hui Aab-o-hawa Mein, Urdu Ghazal By Shahid Akhtar

Muddat Se Kisi Thahri Hui Aab-o-hawa Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Akhtar. Muddat Se Kisi Thahri Hui Aab-o-hawa Mein comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Muddat Se Kisi Thahri Hui Aab-o-hawa Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مدت سے کسی ٹھہری ہوئی آب و ہوا میں

شاہد اختر

مدت سے کسی ٹھہری ہوئی آب و ہوا میں

زندہ ہوں یہاں زہر بھری آب و ہوا میں

اچھا نہیں لگتا ہے مگر اے شب ہجراں

تحلیل تو ہونا ہے اسی آب و ہوا میں

اس کو بھی نہ لگ جائے کسی ہجر کی دیمک

اک وصل جو روشن ہے تری آب و ہوا میں

جس حال میں ہوں یہ بھی میسر نہیں سب کو

مانا کہ وہ لذت نہ رہی آب و ہوا میں

شاداب نہیں ہوں گے کبھی خواب ہمارے

ہر چند کہ روشن ہیں کھلی آب و ہوا میں

میں اپنی طرف بڑھنے لگا آپ ہی اخترؔ

کیا جوش عقیدت تھا نئی آب و ہوا میں

شاہد اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Muddat Se Kisi Thahri Hui Aab-o-hawa Mein

Shahid Akhtar

muddat se kisi Thahri hui aab-o-hawa mein
zinda hun yahan zahr bhari aab-o-hawa mein

achchha nahin lagta hai magar ai shab-e-hijran
tahlil to hona hai isi aab-o-hawa mein

us ko bhi na lag jae kisi hijr ki dimak
ek wasl jo raushan hai teri aab-o-hawa mein

jis haal mein hun ye bhi mayassar nahin sab ko
mana ki wo lazzat na rahi aab-o-hawa mein

shadab nahin honge kabhi KHwab hamare
har chand ki raushan hain khuli aab-o-hawa mein

main apni taraf baDhne laga aap hi 'aKHtar'
kya josh-e-aqidat tha nai aab-o-hawa mein

(280) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Muddat Se Kisi Thahri Hui Aab-o-hawa Mein written by Shahid Akhtar at UrduPoint. Muddat Se Kisi Thahri Hui Aab-o-hawa Mein is one of the masterpieces written by Shahid Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Shahid Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Akhtar' above.

Muddat Se Kisi Thahri Hui Aab-o-hawa Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Muddat Se Kisi Thahri Hui Aab-o-hawa Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.